ghairon se kaha tum ne ghairon se suna tum ne
kuchh ham se kaha hota kuchh ham se suna hota

Chiragh Hasan Hasrat
Chiragh Hasan Hasrat
Sherशेर
See all 9 →ghairon se kaha tum ne ghairon se suna tum ne
ग़ैरों से कहा तुम ने ग़ैरों से सुना तुम ने
ik ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafat
इक इश्क़ का ग़म आफ़त और उस पे ये दिल आफ़त
ummid to bandh jaati taskin to ho jaati
उम्मीद तो बंध जाती तस्कीन तो हो जाती
raat ki baat ka mazkur hi kya
रात की बात का मज़कूर ही क्या
aao husn-e-yar ki baten karen
आओ हुस्न-ए-यार की बातें करें
qubul is bargah men iltija koi nahin hoti
क़ुबूल इस बारगह में इल्तिजा कोई नहीं होती
Popular Sher & Shayari
18 totalik ishq ka gham aafat aur us pe ye dil aafat
ya gham na diya hota ya dil na diya hota
ummid to bandh jaati taskin to ho jaati
va.ada na vafa karte va.ada to kiya hota
raat ki baat ka mazkur hi kya
chhoDiye raat ga.i baat ga.i
aao husn-e-yar ki baten karen
zulf ki rukhsar ki baten karen
qubul is bargah men iltija koi nahin hoti
ilahi ya mujhi ko iltija karna nahin aata
aao husn-e-yaar ki baatein karein
zulf ki rukhsaar ki baatein karein
ghairon se kahaa tum ne ghairon se sunaa tum ne
kuchh ham se kahaa hotaa kuchh ham se sunaa hotaa
ik ishq kaa gham aafat aur us pe ye dil aafat
yaa gham na diyaa hotaa yaa dil na diyaa hotaa
ummid to bandh jaati taskin to ho jaati
vaada na vafaa karte vaada to kiyaa hotaa
raat ki baat kaa mazkur hi kyaa
chhoDiye raat gai baat gai
qubul is baargah mein iltijaa koi nahin hoti
ilaahi yaa mujhi ko iltijaa karnaa nahin aataa
Ghazalग़ज़ल
dushman javaaniyon ki ye aashnaaiyaan hain
दुश्मन जवानियों की ये आश्नाइयाँ हैं
jab se teraa karam hai banda-navaaz
जब से तेरा करम है बंदा-नवाज़
dil balaa se nisaar ho jaae
दिल बला से निसार हो जाए
ye maayusi kahin vajh-e-sukun-e-dil na ban jaae
ये मायूसी कहीं वज्ह-ए-सुकून-ए-दिल न बन जाए
is tarah kar gayaa dil ko mire viraan koi
इस तरह कर गया दिल को मिरे वीराँ कोई
aao husn-e-yaar ki baatein karein
आओ हुस्न-ए-यार की बातें करें





