Sher
"aa hi pahunchi ik dariche se shua-e-aftab main ye samjha tha shab-e-gham ki sahar koi nahin"
D
Daulat Ram Sabir PanipatiDaulat Ram Sabir Panipati
"aa hi pahunchi ik dariche se shua-e-aftab main ye samjha tha shab-e-gham ki sahar koi nahin"
"aaj kis ki jaan se kheloge ai charagaro aaj pahlu men mire zakhm-e-jigar koi nahin"
aa hi pahunchi ik dariche se shuaa-e-aaftaab
main ye samjhaa thaa shab-e-gham ki sahar koi nahin
aaj kis ki jaan se kheloge ai chaaragaro
aaj pahlu mein mire zakhm-e-jigar koi nahin
jaan di jis ke liye us ko khabar koi nahin
जान दी जिस के लिए उस को ख़बर कोई नहीं
ye kyon sochein ki vo daad-e-vafaa dete to kyaa hotaa
ये क्यों सोचें कि वो दाद-ए-वफ़ा देते तो क्या होता
diyaa fareb tamannaa ko har ghaDi main ne
दिया फ़रेब तमन्ना को हर घड़ी मैं ने
tiri dilbari salaamat mire gham kaa bol-baalaa
तिरी दिलबरी सलामत मिरे ग़म का बोल-बाला