main ik mazdur huun roTi ki khatir bojh uThata huun
miri qismat hai bar-e-hukmarani pusht par rakhna

Ehtisham Ul Haq Siddiqui
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Sherशेर
main ik mazdur huun roTi ki khatir bojh uThata huun
मैं इक मज़दूर हूँ रोटी की ख़ातिर बोझ उठाता हूँ
tire badan ki nazakaton ka hua hai jab ham-rikab mausam
तिरे बदन की नज़ाकतों का हुआ है जब हम-रिकाब मौसम
shu.ur-e-nau-umr huun na mujh ko mata-e-ranj-o-malal dena
शुऊर-ए-नौ-उम्र हूँ न मुझ को मता-ए-रंज-ओ-मलाल देना
tu mard-e-momin hai apni manzil ko asmanon pe dekh nadan
तू मर्द-ए-मोमिन है अपनी मंज़िल को आसमानों पे देख नादाँ
ye duniya hai yahan asli kahani pusht par rakhna
ये दुनिया है यहाँ असली कहानी पुश्त पर रखना
Popular Sher & Shayari
10 totaltire badan ki nazakaton ka hua hai jab ham-rikab mausam
nazar nazar men khila gaya hai shararaton ke gulab mausam
shu.ur-e-nau-umr huun na mujh ko mata-e-ranj-o-malal dena
ki mujh ko aata nahin ghamon ko khushi ke sanchon main Dhaal dena
tu mard-e-momin hai apni manzil ko asmanon pe dekh nadan
ki rah-e-zulmat men saath dega koi charagh-e-alil kab tak
ye duniya hai yahan asli kahani pusht par rakhna
labon par pyaas rakhna aur paani pusht par rakhna
tu mard-e-momin hai apni manzil ko aasmaanon pe dekh naadaan
ki raah-e-zulmat mein saath degaa koi charaagh-e-alil kab tak
main ik mazdur huun roTi ki khaatir bojh uThaataa huun
miri qismat hai baar-e-hukmaraani pusht par rakhnaa
ye duniyaa hai yahaan asli kahaani pusht par rakhnaa
labon par pyaas rakhnaa aur paani pusht par rakhnaa
tire badan ki nazaakaton kaa huaa hai jab ham-rikaab mausam
nazar nazar mein khilaa gayaa hai sharaaraton ke gulaab mausam
shuur-e-nau-umr huun na mujh ko mataa-e-ranj-o-malaal denaa
ki mujh ko aataa nahin ghamon ko khushi ke saanchon main Dhaal denaa
Ghazalग़ज़ल
mujh mein kitnaa zahr hai kauli bhar kar dekh
मुझ में कितना ज़हर है कौली भर कर देख
mujh mein se rafta rafta ghaTaataa rahaa mujhe
मुझ में से रफ़्ता रफ़्ता घटाता रहा मुझे
tarah tarah ke fasaane sunaane lagti hai
तरह तरह के फ़साने सुनाने लगती है
aa gayaa jis ko bhi ehsaas ki vahshat paDhnaa
आ गया जिस को भी एहसास की वहशत पढ़ना
naakaam valvalon ko liye bhaagte rahe
नाकाम वलवलों को लिए भागते रहे
jo asl hai meri vahi poshaak pahan luun
जो अस्ल है मेरी वही पोशाक पहन लूँ





