kisi bhi kaam ka chhoDa nahin mujhe jis ne
vo shakhs aaj mujhe ek kaam kah raha hai

Farhan Saiyed
Farhan Saiyed
Sherशेर
kisi bhi kaam ka chhoDa nahin mujhe jis ne
किसी भी काम का छोड़ा नहीं मुझे जिस ने
milti nahin hai chiiz koi bhi jagah pe ab
मिलती नहीं है चीज़ कोई भी जगह पे अब
ziya'-e-vaqt hai aisi ziya bhi
ज़िया'-ए-वक़्त है ऐसी ज़िया भी
ik salib-e-vaqt par sayyad himayat men miri
इक सलीब-ए-वक़्त पर सय्यद हिमायत में मिरी
us ki tarkib mat badal 'sayyad'
उस की तरकीब मत बदल 'सय्यद'
jitna tumhara zarf hai mil ja.unga tumhen
जितना तुम्हारा ज़र्फ़ है मिल जाऊँगा तुम्हें
Popular Sher & Shayari
12 totalmilti nahin hai chiiz koi bhi jagah pe ab
main apne ham-safar ki nafasat se tang huun
ziya'-e-vaqt hai aisi ziya bhi
bahut is men ziyan rakkha hua hai
ik salib-e-vaqt par sayyad himayat men miri
jab koi bola nahin main intiqaman chup raha
us ki tarkib mat badal 'sayyad'
tu use hasb-e-za.iqa na bana
jitna tumhara zarf hai mil ja.unga tumhen
dariya bhi mera ruup hai qatra bhi dastyab
ziyaa'-e-vaqt hai aisi ziyaa bhi
bahut is mein ziyaan rakkhaa huaa hai
kisi bhi kaam kaa chhoDaa nahin mujhe jis ne
vo shakhs aaj mujhe ek kaam kah rahaa hai
jitnaa tumhaaraa zarf hai mil jaaungaa tumhein
dariyaa bhi meraa ruup hai qatra bhi dastyaab
milti nahin hai chiiz koi bhi jagah pe ab
main apne ham-safar ki nafaasat se tang huun
ik salib-e-vaqt par sayyad himaayat mein miri
jab koi bolaa nahin main intiqaaman chup rahaa
us ki tarkib mat badal 'sayyad'
tu use hasb-e-zaaiqa na banaa
Ghazalग़ज़ल
is tarah aap ne nudrat se nikhaare alfaaz
इस तरह आप ने नुदरत से निखारे अल्फ़ाज़
gham-e-dil raaegaan rakkhaa huaa hai
ग़म-ए-दिल राएगाँ रक्खा हुआ है
dil kaa mujhe to dil ko hasinon kaa rog hai
दिल का मुझे तो दिल को हसीनों का रोग है
main kisi aur ke gumaan mein thaa
मैं किसी और के गुमान में था
patthar bhi dastaras mein hai shisha bhi dastyaab
पत्थर भी दस्तरस में है शीशा भी दस्तयाब
nafrat se huun main tang mohabbat se tang huun
नफ़रत से हूँ मैं तंग मोहब्बत से तंग हूँ





