ye socha hai ki tujh ko sochna ab chhoD dunga main
ye laghzish mujh se lekin be-irada ho hi jaati hai

Fayyaz Farooqi
Fayyaz Farooqi
Sherशेर
See all 8 →ye socha hai ki tujh ko sochna ab chhoD dunga main
ये सोचा है कि तुझ को सोचना अब छोड़ दूँगा मैं
raah men us ki chalen aur imtihan koi na ho
राह में उस की चलें और इम्तिहाँ कोई न हो
kaise mumkin hai ki qisse jis se sab vabasta hon
कैसे मुमकिन है कि क़िस्से जिस से सब वाबस्ता हों
baDhana haath pakaDne ko rang muTThi men
बढ़ाना हाथ पकड़ने को रंग मुट्ठी में
jugnu hava men le ke ujale nikal paDe
जुगनू हवा में ले के उजाले निकल पड़े
tujh se dil men jo gila tha vo na laa.e lab par
तुझ से दिल में जो गिला था वो न लाए लब पर
Popular Sher & Shayari
16 totalraah men us ki chalen aur imtihan koi na ho
kaise mumkin hai ki atish ho dhuan koi na ho
kaise mumkin hai ki qisse jis se sab vabasta hon
vo chale aur saath us ke dastan koi na ho
baDhana haath pakaDne ko rang muTThi men
to titliyon ke paron ka daraz ho jaana
jugnu hava men le ke ujale nikal paDe
yuun tirgi se laDne jiyale nikal paDe
tujh se dil men jo gila tha vo na laa.e lab par
phir se ham bhar ga.e zakhmon ko hara kya karte
tujh se dil mein jo gila thaa vo na laae lab par
phir se ham bhar gae zakhmon ko haraa kyaa karte
jab un ki bazm mein har khaas o aam rusvaa hai
ajiib kyaa hai agar meraa naam rusvaa hai
ye sochaa hai ki tujh ko sochnaa ab chhoD dungaa main
ye laghzish mujh se lekin be-iraada ho hi jaati hai
raah mein us ki chalein aur imtihaan koi na ho
kaise mumkin hai ki aatish ho dhuaan koi na ho
jugnu havaa mein le ke ujaale nikal paDe
yuun tirgi se laDne jiyaale nikal paDe
kaise mumkin hai ki qisse jis se sab vaabasta hon
vo chale aur saath us ke daastaan koi na ho
Ghazalग़ज़ल
niklaa jo chilmanon se vo chehra aaftaabi
निकला जो चिलमनों से वो चेहरा आफ़्ताबी
shikva ham tujh se bhalaa tez havaa kyaa karte
शिकवा हम तुझ से भला तेज़ हवा क्या करते
kahaani ho koi bhi teraa qissa ho hi jaati hai
कहानी हो कोई भी तेरा क़िस्सा हो ही जाती है
jugnu havaa mein le ke ujaale nikal paDe
जुगनू हवा में ले के उजाले निकल पड़े
raah mein us ki chalein aur imtihaan koi na ho
राह में उस की चलें और इम्तिहाँ कोई न हो





