ye sochaa hai ki tujh ko sochnaa ab chhoD dungaa main — Fayyaz Farooqi
ye sochaa hai ki tujh ko sochnaa ab chhoD dungaa main
ye laghzish mujh se lekin be-iraada ho hi jaati hai
Urdu
یہ سوچا ہے کہ تجھ کو سوچنا اب چھوڑ دوں گا میں
یہ لغزش مجھ سے لیکن بے ارادہ ہو ہی جاتی ہے
Hindi
ये सोचा है कि तुझ को सोचना अब छोड़ दूँगा मैं
ये लग़्ज़िश मुझ से लेकिन बे-इरादा हो ही जाती है

Fayyaz Farooqi
Fayyaz Farooqi
poet13 quotes