ankhon ke khvab dil ki javani bhi le gaya
vo apne saath meri kahani bhi le gaya

Faza Ibn E Faizi
Faza Ibn e Faizi
Sherशेर
See all 33 →ankhon ke khvab dil ki javani bhi le gaya
आँखों के ख़्वाब दिल की जवानी भी ले गया
kisi lamhe to khud se la-ta.alluq bhi raho logo
किसी लम्हे तो ख़ुद से ला-तअल्लुक़ भी रहो लोगो
log mujh ko mire ahang se pahchan ga.e
लोग मुझ को मिरे आहंग से पहचान गए
ye tamasha didani Thahra magar dekhega kaun
ये तमाशा दीदनी ठहरा मगर देखेगा कौन
ghazal ke parde men be-parda khvahishen likhna
ग़ज़ल के पर्दे में बे-पर्दा ख़्वाहिशें लिखना
jala hai shahr to kya kuchh na kuchh to hai mahfuz
जला है शहर तो क्या कुछ न कुछ तो है महफ़ूज़
Popular Sher & Shayari
66 totalkisi lamhe to khud se la-ta.alluq bhi raho logo
masa.il kam nahin phir zindagi bhar sochte rahna
log mujh ko mire ahang se pahchan ga.e
kaun badnam raha shahr-e-sukhan men aisa
ye tamasha didani Thahra magar dekhega kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-dua raushan hua
ghazal ke parde men be-parda khvahishen likhna
na aaya ham ko barahana guzarishen likhna
jala hai shahr to kya kuchh na kuchh to hai mahfuz
kahin ghubar kahin raushni salamat hai
vaqt ne kis aag mein itnaa jalaayaa hai mujhe
jis qadar raushan thaa main us se sivaa raushan huaa
har ik qayaas haqiqat se dur-tar niklaa
kitaab kaa na koi dars mo'tabar niklaa
kisi lamhe to khud se laa-taalluq bhi raho logo
masaail kam nahin phir zindagi bhar sochte rahnaa
khaak-e-'shibli' se khamir apnaa bhi uTThaa hai 'fazaa'
naam urdu kaa huaa hai isi ghar se unchaa
shab-gazida ko tire is ki khabar hi kab thi
din jo aaegaa gham-e-laa-mutanaahi degaa
palkon par apni kaun mujhe ab sajaaegaa
main huun vo rang jo tire paikar se kaT gayaa
Ghazalग़ज़ल
zamin chikh rahi hai ki aasmaan giraa
ज़मीन चीख़ रही है कि आसमान गिरा
saraab-e-jism ko sahraa-e-jaan mein rakh denaa
सराब-ए-जिस्म को सहरा-ए-जाँ में रख देना
chand saansein hain miraa rakht-e-safar hi kitnaa
चंद साँसें हैं मिरा रख़्त-ए-सफ़र ही कितना
udaas dekh ke vajh-e-malaal puchhegaa
उदास देख के वजह-ए-मलाल पूछेगा
chehra saalim na nazar hi qaaem
चेहरा सालिम न नज़र ही क़ाएम
aankhon ke khvaab dil ki javaani bhi le gayaa
आँखों के ख़्वाब दिल की जवानी भी ले गया





