"hai sakht mushkil men jaan saaqi pila.e akhir kidhar se pahle sabhi ki ankhen ye kah rahi hain idhar se pahle idhar se pahle"

Fazl Ahmad Kariim Fazli
Fazl Ahmad kariim Fazli
Sherशेर
See all 7 →hai sakht mushkil men jaan saaqi pila.e akhir kidhar se pahle
है सख़्त मुश्किल में जान साक़ी पिलाए आख़िर किधर से पहले
ahl-e-hunar ke dil men dhaDakte hain sab ke dil
अहल-ए-हुनर के दिल में धड़कते हैं सब के दिल
hamare un ke ta'alluq ka ab ye aalam hai
हमारे उन के तअल्लुक़ का अब ये आलम है
naqab un ne rukh se uTha.i to lekin
नक़ाब उन ने रुख़ से उठाई तो लेकिन
gham-e-dauran men kahan baat gham-e-janan ki
ग़म-ए-दौराँ में कहाँ बात ग़म-ए-जानाँ की
ankhon ka to kaam hi hai rona
आँखों का तो काम ही है रोना
Popular Sher & Shayari
14 total"ahl-e-hunar ke dil men dhaDakte hain sab ke dil saare jahan ka dard hamare jigar men hai"
"hamare un ke ta'alluq ka ab ye aalam hai ki dosti ka hai kya zikr dushmani bhi nahin"
"naqab un ne rukh se uTha.i to lekin hijabat kuchh darmiyan aur bhi hain"
"gham-e-dauran men kahan baat gham-e-janan ki nazm hai apni jagah khuub magar haa.e ghazal"
"ankhon ka to kaam hi hai rona ye girya-e-be-sabab hai pyare"
hamaare un ke ta'alluq kaa ab ye aalam hai
ki dosti kaa hai kyaa zikr dushmani bhi nahin
gham-e-dauraan mein kahaan baat gham-e-jaanaan ki
nazm hai apni jagah khuub magar haae ghazal
hai sakht mushkil mein jaan saaqi pilaae aakhir kidhar se pahle
sabhi ki aankhein ye kah rahi hain idhar se pahle idhar se pahle
ahl-e-hunar ke dil mein dhaDakte hain sab ke dil
saare jahaan kaa dard hamaare jigar mein hai
aankhon kaa to kaam hi hai ronaa
ye girya-e-be-sabab hai pyaare
naqaab un ne rukh se uThaai to lekin
hijaabaat kuchh darmiyaan aur bhi hain
Ghazalग़ज़ल
bahaar aai gul-afshaani ke din hain
बहार आई गुल-अफ़्शानी के दिन हैं
tumhin ik nahin jaan-setaan aur bhi hain
तुम्हीं इक नहीं जाँ-सेताँ और भी हैं
zindagi saaz-e-shikasta ki fughaan hi to nahin
ज़िंदगी साज़-ए-शिकस्ता की फ़ुग़ाँ ही तो नहीं
asbaab-e-zindagi ki har ik chiiz hai garaan
अस्बाब-ए-ज़िंदगी की हर इक चीज़ है गराँ
taamir-e-nau qazaa-o-qadar ki nazar mein hai
तामीर-ए-नौ क़ज़ा-ओ-क़दर की नज़र में है
ghamon se khelte rahnaa koi hansi bhi nahin
ग़मों से खेलते रहना कोई हँसी भी नहीं





