qadmon pe Dar ke rakh diya sar taaki uTh na jaa.en
naraz dil-lagi men jo vo ik zara hue
Habeeb Moosavi
Habeeb Moosavi
Sherशेर
See all 39 →qadmon pe Dar ke rakh diya sar taaki uTh na jaa.en
क़दमों पे डर के रख दिया सर ताकि उठ न जाएँ
bahut dinon men vo aa.e hain vasl ki shab hai
बहुत दिनों में वो आए हैं वस्ल की शब है
gulon ka daur hai bulbul maze bahar men luuT
गुलों का दौर है बुलबुल मज़े बहार में लूट
sham.a ka shana-e-iqbal hai taufiq-e-karam
शम्अ का शाना-ए-इक़बाल है तौफ़ीक़-ए-करम
asal sabit hai vahi shar.a ka ik parda hai
असल साबित है वही शरअ' का इक पर्दा है
kisi surat se hui kam na hamari tashvish
किसी सूरत से हुई कम न हमारी तशवीश
Popular Sher & Shayari
78 totalbahut dinon men vo aa.e hain vasl ki shab hai
mo.azzin aaj na yarab uThe azaan ke liye
gulon ka daur hai bulbul maze bahar men luuT
khizan machaegi aate hi is dayar men luuT
sham.a ka shana-e-iqbal hai taufiq-e-karam
ghuncha gul hote hi khud sahab-e-zar hota hai
asal sabit hai vahi shar.a ka ik parda hai
daane tasbih ke sab phirte hain zunnaron par
kisi surat se hui kam na hamari tashvish
jab baDhi dil se to afaq men phaili tashvish
dil mein bhari hai khaak mein milne ki aarzu
khaakistari huaa hai hamaari qabaa kaa rang
zabaan par tiraa naam jab aa gayaa
to girte ko dekhaa sambhalte hue
taalib-e-bosa huun main qaasid vo hain khvaahaan-e-jaan
ye zaraa si baat hai milte hi tai ho jaaegi
asal saabit hai vahi shara kaa ik parda hai
daane tasbih ke sab phirte hain zunnaaron par
naaseh ye vaaz-o-pand hai bekaar jaaegaa
ham se bhi baada-kash hain kahin paarsaa hue
bahut dinon mein vo aae hain vasl ki shab hai
moazzin aaj na yaarab uThe azaan ke liye
Ghazalग़ज़ल
vo yuun shakl-e-tarz-e-bayaan khinchte hain
वो यूँ शक्ल-ए-तर्ज़-ए-बयाँ खींचते हैं
hai nigahbaan rukh kaa khaal-ru-e-dost
है निगहबाँ रुख़ का ख़ाल-रू-ए-दोस्त
mehr-o-ulfat se maaal-e-tahzib
मेहर-ओ-उल्फ़त से मआल-ए-तहज़ीब
jabin par kyuun shikan hai ai jaan munh hai ghusse se laal kaisaa
जबीन पर क्यूँ शिकन है ऐ जान मुँह है ग़ुस्से से लाल कैसा
hue khalq jab se jahaan mein ham havas-e-nazaara-e-yaar hai
हुए ख़ल्क़ जब से जहाँ में हम हवस-ए-नज़ारा-ए-यार है
kisi ki jubba-saai se kabhi ghistaa nahin patthar
किसी की जुब्बा-साई से कभी घिसता नहीं पत्थर





