tum se pahle vo jo ik shakhs yahan takht-nashin tha
us ko bhi apne khuda hone pe itna hi yaqin tha

Habib Jalib
Habib Jalib
Sherशेर
See all 27 →tum se pahle vo jo ik shakhs yahan takht-nashin tha
तुम से पहले वो जो इक शख़्स यहाँ तख़्त-नशीं था
log Darte hain dushmani se tiri
लोग डरते हैं दुश्मनी से तिरी
duniya to chahti hai yunhi fasle rahen
दुनिया तो चाहती है यूँही फ़ासले रहें
pa sakenge na umr bhar jis ko
पा सकेंगे न उम्र भर जिस को
kuchh aur bhi hain kaam hamen ai gham-e-janan
कुछ और भी हैं काम हमें ऐ ग़म-ए-जानाँ
jin ki yadon se raushan hain meri ankhen
जिन की यादों से रौशन हैं मेरी आँखें
Popular Sher & Shayari
54 totallog Darte hain dushmani se tiri
ham tiri dosti se Darte hain
duniya to chahti hai yunhi fasle rahen
duniya ke mashvaron pe na ja us gali men chal
pa sakenge na umr bhar jis ko
justuju aaj bhi usi ki hai
kuchh aur bhi hain kaam hamen ai gham-e-janan
kab tak koi uljhi hui zulfon ko sanvare
jin ki yadon se raushan hain meri ankhen
dil kahta hai un ko bhi main yaad aata huun
kuchh aur bhi hain kaam hamein ai gham-e-jaanaan
kab tak koi uljhi hui zulfon ko sanvaare
sher se shaairi se Darte hain
kam-nazar raushni se Darte hain
duniyaa to chaahti hai yunhi faasle rahein
duniyaa ke mashvaron pe na jaa us gali mein chal
aane vaali barkhaa dekhein kyaa dikhlaae aankhon ko
ye barkhaa barsaate din to bin piritam be-kaar gae
kuchh log khayaalon se chale jaaein to soein
biite hue din raat na yaad aaein to soein
ik tiri yaad se ik tere tasavvur se hamein
aa gae yaad kai naam hasinaaon ke
Ghazalग़ज़ल
bahut raushan hai shaam-e-gham hamaari
बहुत रौशन है शाम-ए-ग़म हमारी
kam puraanaa bahut nayaa thaa firaaq
कम पुराना बहुत नया था फ़िराक़
sher hotaa hai ab mahinon mein
शे'र होता है अब महीनों में
kahin aah ban ke lab par tiraa naam aa na jaae
कहीं आह बन के लब पर तिरा नाम आ न जाए
'faiz' aur 'faiz' kaa gham bhulne vaalaa hai kahin
'फ़ैज़' और 'फ़ैज़' का ग़म भूलने वाला है कहीं
karaahte hue insaan ki sadaa ham hain
कराहते हुए इंसान की सदा हम हैं





