vo jo kahta tha ki 'nasir' ke liye jiita huun
us ka kya janiye kya haal hua mere baad

Hakeem Nasir
Hakeem Nasir
Sherशेर
See all 15 →vo jo kahta tha ki 'nasir' ke liye jiita huun
वो जो कहता था कि 'नासिर' के लिए जीता हूँ
do ghaDi dard ne ankhon men bhi rahne na diya
दो घड़ी दर्द ने आँखों में भी रहने न दिया
mai-kashi gardish-e-ayyam se aage na baDhi
मय-कशी गर्दिश-ए-अय्याम से आगे न बढ़ी
jab se tu ne mujhe divana bana rakkha hai
जब से तू ने मुझे दीवाना बना रक्खा है
us ke dil par bhi kaDi ishq men guzri hogi
उस के दिल पर भी कड़ी इश्क़ में गुज़री होगी
asan kis qadar hai samajh lo mira pata
आसान किस क़दर है समझ लो मिरा पता
Popular Sher & Shayari
30 totaldo ghaDi dard ne ankhon men bhi rahne na diya
ham to samjhe the banenge ye sahare aansu
mai-kashi gardish-e-ayyam se aage na baDhi
meri madhoshi mire jaam se aage na baDhi
jab se tu ne mujhe divana bana rakkha hai
sang har shakhs ne hathon men uTha rakkha hai
us ke dil par bhi kaDi ishq men guzri hogi
naam jis ne bhi mohabbat ka saza rakkha hai
asan kis qadar hai samajh lo mira pata
basti ke baad pahla jo virana aa.ega
vo mujhe chhoD ke ik shaam gae the 'naasir'
zindagi apni usi shaam se aage na baDhi
ye dard hai hamdam usi zaalim ki nishaani
de mujh ko davaa aisi ki aaraam na aae
jab se tu ne mujhe divaana banaa rakkhaa hai
sang har shakhs ne haathon mein uThaa rakkhaa hai
pattharo aaj mire sar pe baraste kyuun ho
main ne tum ko bhi kabhi apnaa khudaa rakkhaa hai
ghar mein jo ik charaagh thaa tum ne use bujhaa diyaa
koi kabhi charaagh ham ghar mein na phir jalaa sake
aap kyaa aae ki rukhsat sab andhere ho gae
is qadar ghar mein kabhi bhi raushni dekhi na thi
Ghazalग़ज़ल
mahrumiyon ne vaqt pe ilzaam rakh diyaa
महरूमियों ने वक़्त पे इल्ज़ाम रख दिया
vo kisi ki zindagi kaa aasraa pahle se thaa
वो किसी की ज़िंदगी का आसरा पहले से था
aankhon ne haal kah diyaa honT na phir hilaa sake
आँखों ने हाल कह दिया होंट न फिर हिला सके
paanv mein raah-e-mohabbat ke bhi chhaale rakhnaa
पाँव में राह-ए-मोहब्बत के भी छाले रखना
mai-kashi gardish-e-ayyaam se aage na baDhi
मय-कशी गर्दिश-ए-अय्याम से आगे न बढ़ी
hujum-e-gham mein jo ghabraa ke aaj ro dete
हुजूम-ए-ग़म में जो घबरा के आज रो देते





