har taraf hain khana-barbadi ke manzar be-shumar
kuchh Thikana hai bhala is jazba-e-tamir ka

Haneef Akhgar
Haneef Akhgar
Sherशेर
See all 32 →har taraf hain khana-barbadi ke manzar be-shumar
हर तरफ़ हैं ख़ाना-बर्बादी के मंज़र बे-शुमार
2 views
be-shak asir-e-gesu-e-janan hain be-shumar
बे-शक असीर-ए-गेसू-ए-जानाँ हैं बे-शुमार
shamil hue hain bazm men misl-e-charagh ham
शामिल हुए हैं बज़्म में मिस्ल-ए-चराग़ हम
aa.ine men hai faqat aap ka aks
आइने में है फ़क़त आप का अक्स
dekho hamari samt ki zinda hain ham abhi
देखो हमारी सम्त कि ज़िंदा हैं हम अभी
kisi ke jaur-e-musalsal ka faiz hai 'akhgar'
किसी के जौर-ए-मुसलसल का फ़ैज़ है 'अख़्गर'
Popular Sher & Shayari
64 totalbe-shak asir-e-gesu-e-janan hain be-shumar
hai koi ishq men bhi giraftar dekhna
shamil hue hain bazm men misl-e-charagh ham
ab sub.h tak jalenge lagatar dekhna
aa.ine men hai faqat aap ka aks
aa.ina aap ki surat to nahin
dekho hamari samt ki zinda hain ham abhi
sachcha.iyon ki akhiri pahchan ki tarah
kisi ke jaur-e-musalsal ka faiz hai 'akhgar'
vagarna dard hamare sukhan men kitna tha
koi saaghar pe saaghar pi rahaa hai koi tishna hai
murattab is tarah aain-e-mai-khaana nahin hotaa
hasin surat hamein hamesha hasin hi maalum kyuun na hoti
hasin andaaz-e-dil-navaazi hasin-tar naaz barhami kaa
kushta-e-zabt-e-fughaan naghma-e-be-saaz-o-sadaa
uf vo aansu jo lahu ban ke Tapaktaa hogaa
puchhti rahti hai jo qaisar-o-kisraa kaa mizaaj
shaan ye khaak-nashinon mein kahaan se aai
jo musaafir bhi tire kuche se guzraa hogaa
apni nazron ko bhi divaar samajhtaa hogaa
har taraf hain khaana-barbaadi ke manzar be-shumaar
kuchh Thikaana hai bhalaa is jazba-e-taamir kaa
Ghazalग़ज़ल
apni nazron ko bhi divaar samajhtaa hogaa
अपनी नज़रों को भी दीवार समझता होगा
haal-e-dil-e-bimaar samajh mein chaaragaron ki aae kam
हाल-ए-दिल-ए-बीमार समझ में चारागरों की आए कम
ishq jab manzil-e-aakhir se guzartaa hogaa
इश्क़ जब मंज़िल-ए-आख़िर से गुज़रता होगा
sang barseinge aur muskuraaeinge ham
संग बरसेंगे और मुस्कुराएँगे हम
ban ke khushbu vo basaa hai mujh mein
बन के ख़ुशबू वो बसा है मुझ में
vo dil mein aur qarib-e-rag-e-gulu bhi mile
वो दिल में और क़रीब-ए-रग-ए-गुलू भी मिले





