sach to ye ki abhi dil ko sukun hai lekin
apne avara khayalat se ji Darta hai

Hasan Naim
Hasan Naim
Sherशेर
See all 30 →sach to ye ki abhi dil ko sukun hai lekin
सच तो ये कि अभी दिल को सुकूँ है लेकिन
1 views
jahan dikha.i na deta tha ek Tiila bhi
जहाँ दिखाई न देता था एक टीला भी
payambaron ne kaha tha ki jhuuT harega
पयम्बरों ने कहा था कि झूट हारेगा
koi mausam ho yahi soch ke ji lete hain
कोई मौसम हो यही सोच के जी लेते हैं
jo bhi kahna hai kaho saaf shikayat hi sahi
जो भी कहना है कहो साफ़ शिकायत ही सही
jur.at kahan ki apna pata tak bata sakun
जुरअत कहाँ कि अपना पता तक बता सकूँ
Popular Sher & Shayari
60 totaljahan dikha.i na deta tha ek Tiila bhi
vahan se log uTha kar pahaD laa.e hain
payambaron ne kaha tha ki jhuuT harega
magar ye dekhiye apna mushahida kya hai
koi mausam ho yahi soch ke ji lete hain
ik na ik roz shajar gham ka hara to hoga
jo bhi kahna hai kaho saaf shikayat hi sahi
in isharat-o-kinayat se ji Darta hai
jur.at kahan ki apna pata tak bata sakun
jiita huun apne mulk men auron ke naam se
kam nahin ai dil-e-betaab mataa-e-ummid
dast-e-mai-khvaar mein khaali hi sahi jaam to hai
kuchh usulon kaa nasha thaa kuchh muqaddas khvaab the
har zamaane mein shahaadat ke yahi asbaab the
gham se bikhraa na paaemaal huaa
main to gham se hi be-misaal huaa
jo bhi kahnaa hai kaho saaf shikaayat hi sahi
in ishaaraat-o-kinaayaat se ji Dartaa hai
gard-e-shohrat ko bhi daaman se lipaTne na diyaa
koi ehsaan zamaane kaa uThaayaa hi nahin
'iqbaal' ki navaa se musharraf hai go 'naim'
urdu ke sar pe 'mir' ki ghazlon kaa taaj hai
Ghazalग़ज़ल
khvaab ki raah mein aae na dar-o-baam kabhi
ख़्वाब की राह में आए न दर-ओ-बाम कभी
dil mein ho aas to har kaam sambhal saktaa hai
दिल में हो आस तो हर काम सँभल सकता है
shauq se 'ishq ke maraahil tak
शौक़ से 'इश्क़ के मराहिल तक
subh-e-tarab to mast-o-ghazal-khvaan guzar gai
सुब्ह-ए-तरब तो मस्त-ओ-ग़ज़ल-ख़्वाँ गुज़र गई
koh ke siine se aab-e-aatashin laataa koi
कोह के सीने से आब-ए-आतशीं लाता कोई
vo kaj-nigaah na vo kaj-shiaar hai tanhaa
वो कज-निगाह न वो कज-शिआ'र है तन्हा





