vo ek raat ki gardish men itna haar gaya
libas pahne raha aur badan utaar gaya

Haseeb Soz
Haseeb Soz
Sherशेर
See all 9 →vo ek raat ki gardish men itna haar gaya
वो एक रात की गर्दिश में इतना हार गया
ye bad-nasibi nahin hai to aur phir kya hai
ये बद-नसीबी नहीं है तो और फिर क्या है
yahan mazbut se mazbut loha TuuT jaata hai
यहाँ मज़बूत से मज़बूत लोहा टूट जाता है
meri sanjida tabi.at pe bhi shak hai sab ko
मेरी संजीदा तबीअत पे भी शक है सब को
ye intiqam hai ya ehtijaj hai kya hai
ये इंतिक़ाम है या एहतिजाज है क्या है
dar-o-divar bhi ghar ke bahut mayus the ham se
दर-ओ-दीवार भी घर के बहुत मायूस थे हम से
Popular Sher & Shayari
18 totalye bad-nasibi nahin hai to aur phir kya hai
safar akele kiya ham-safar ke hote hue
yahan mazbut se mazbut loha TuuT jaata hai
ka.i jhuTe ikaTThe hon to sachcha TuuT jaata hai
meri sanjida tabi.at pe bhi shak hai sab ko
baaz logon ne to bimar samajh rakkha hai
ye intiqam hai ya ehtijaj hai kya hai
ye log dhuup men kyuun hain shajar ke hote hue
dar-o-divar bhi ghar ke bahut mayus the ham se
so ham bhi raat is jagir se bahar nikal aa.e
tu ek saal mein ik saans bhi na ji paayaa
main ek sajde mein sadiyaan kai guzaar gayaa
ye bad-nasibi nahin hai to aur phir kyaa hai
safar akele kiyaa ham-safar ke hote hue
yahaan mazbut se mazbut lohaa TuuT jaataa hai
kai jhuTe ikaTThe hon to sachchaa TuuT jaataa hai
meri sanjida tabiat pe bhi shak hai sab ko
baaz logon ne to bimaar samajh rakkhaa hai
ye intiqaam hai yaa ehtijaaj hai kyaa hai
ye log dhuup mein kyuun hain shajar ke hote hue
vo ek raat ki gardish mein itnaa haar gayaa
libaas pahne rahaa aur badan utaar gayaa
Ghazalग़ज़ल
hamaare khvaab sab taabir se baahar nikal aae
हमारे ख़्वाब सब ताबीर से बाहर निकल आए
dard aasaani se kab pahlu badal kar niklaa
दर्द आसानी से कब पहलू बदल कर निकला
amir-e-shahr se mil kar sazaaein milti hain
अमीर-ए-शहर से मिल कर सज़ाएँ मिलती हैं
shauq se aap ye angrezi davaa bhi lete
शौक़ से आप ये अंग्रेज़ी दवा भी लेते
khulaa ye raaz ki ye zindagi bhi hoti hai
खुला ये राज़ कि ये ज़िंदगी भी होती है
vo ek raat ki gardish mein itnaa haar gayaa
वो एक रात की गर्दिश में इतना हार गया





