Sher
'majid' khuda ke vaste kuchh der ke liye
ro lene de akela mujhe apne haal par

Hussain Majid
'majid' khuda ke vaste kuchh der ke liye
'माजिद' ख़ुदा के वास्ते कुछ देर के लिए
us ka chehra udaas hai 'majid'
उस का चेहरा उदास है 'माजिद'
kal jo main ne jhank ke dekha us ki niili ankhon men
कल जो मैं ने झाँक के देखा उस की नीली आँखों में
kahne ki to baat nahin hai lekin kahni paDti hai
कहने की तो बात नहीं है लेकिन कहनी पड़ती है
logon ne akash se uncha ja kar tamghe paa.e
लोगों ने आकाश से ऊँचा जा कर तमग़े पाए
'majid' khuda ke vaste kuchh der ke liye
ro lene de akela mujhe apne haal par
us ka chehra udaas hai 'majid'
a.ine par nazar ga.i hogi
kal jo main ne jhank ke dekha us ki niili ankhon men
us ke dil ka zakhm to 'majid' sagar se bhi gahra hai
kahne ki to baat nahin hai lekin kahni paDti hai
dil ki nagri men mat jaana jo jaa.e pachhta.e
logon ne akash se uncha ja kar tamghe paa.e
ham ne apna antar khoja divane kahla.e
kahne ki to baat nahin hai lekin kahni paDti hai
dil ki nagri mein mat jaanaa jo jaae pachhtaae
logon ne aakaash se unchaa jaa kar tamghe paae
ham ne apnaa antar khojaa divaane kahlaae
kal jo main ne jhaank ke dekhaa us ki niili aankhon mein
us ke dil kaa zakhm to 'maajid' saagar se bhi gahraa hai
'maajid' khudaa ke vaaste kuchh der ke liye
ro lene de akelaa mujhe apne haal par
us kaa chehraa udaas hai 'maajid'
aaine par nazar gai hogi
logon ne aakaash se unchaa jaa kar tamghe paae
लोगों ने आकाश से ऊँचा जा कर तमग़े पाए
shaam chhat par utar gai hogi
शाम छत पर उतर गई होगी
tufaan koi nazar mein na dariyaa ubaal par
तूफ़ाँ कोई नज़र में न दरिया उबाल पर
dhul-bhari aandhi mein sab ko chehraa raushan rakhnaa hai
धूल-भरी आँधी में सब को चेहरा रौशन रखना है