dekh kar mera dasht-e-tanha.i
rang-e-ru-e-bahar utra hai

Ibn
Ibn
Sherशेर
See all 11 →dekh kar mera dasht-e-tanha.i
देख कर मेरा दश्त-ए-तन्हाई
bujh gaya dil to kharabi hui hai
बुझ गया दिल तो ख़राबी हुई है
chand ka husn bhi zamin se hai
चाँद का हुस्न भी ज़मीन से है
likhne ko likh rahe hain ghazab ki kahaniyan
लिखने को लिख रहे हैं ग़ज़ब की कहानियाँ
husn bana jab bahti ganga
हुस्न बना जब बहती गंगा
bil-akhir thak haar ke yaaro ham ne bhi taslim kiya
बिल-आख़िर थक हार के यारो हम ने भी तस्लीम किया
Popular Sher & Shayari
22 totalbujh gaya dil to kharabi hui hai
phir kisi shola-jabin se miliye
chand ka husn bhi zamin se hai
chand par chandni nahin hoti
likhne ko likh rahe hain ghazab ki kahaniyan
likkhi na ja saki magar apni hi dastan
husn bana jab bahti ganga
ishq hua kaghaz ki naav
bil-akhir thak haar ke yaaro ham ne bhi taslim kiya
apni zaat se ishq hai sachcha baaqi sab afsane hain
bil-aakhir thak haar ke yaaro ham ne bhi taslim kiyaa
apni zaat se ishq hai sachchaa baaqi sab afsaane hain
chaand kaa husn bhi zamin se hai
chaand par chaandni nahin hoti
likhne ko likh rahe hain ghazab ki kahaaniyaan
likkhi na jaa saki magar apni hi daastaan
husn banaa jab bahti gangaa
ishq huaa kaaghaz ki naav
zamin ki kokh hi zakhmi nahin andheron se
hai aasmaan ke bhi siine pe aaftaab kaa zakhm
ajiib baat hai kichaD mein lahlahaae kanval
phaTe puraane se jismon pe saj ke resham aae
Ghazalग़ज़ल
baDe ghazab kaa hai yaaro baDe 'azaab kaa zakhm
बड़े ग़ज़ब का है यारो बड़े 'अज़ाब का ज़ख़्म
zehn se dil kaa baar utraa hai
ज़ेहन से दिल का बार उतरा है
kuchh bhi to apne paas nahin juz-mataa-e-dil
कुछ भी तो अपने पास नहीं जुज़-मता-ए-दिल
kuchh to taalluq kuchh to lagaao
कुछ तो तअल्लुक़ कुछ तो लगाओ
yunhi vaabastagi nahin hoti
यूँही वाबस्तगी नहीं होती
raah-e-talab mein kaun kisi kaa apne bhi begaane hain
राह-ए-तलब में कौन किसी का अपने भी बेगाने हैं





