Sher
"lafzon se bana insan lafzon hi men rahta hai lafzon se sanvarta hai lafzon se bigaDta hai"

Ibraheem Hosh
lafzon se bana insan lafzon hi men rahta hai
लफ़्ज़ों से बना इंसाँ लफ़्ज़ों ही में रहता है
in hazaron men aur aap, ye kyaa?
इन हज़ारों में और आप, ये क्या?
rote rote mire hansne pe ta.ajjub na karo
रोते रोते मिरे हँसने पे तअज्जुब न करो
karta huun ek khvab ke mub.ham nuqush yaad
करता हूँ एक ख़्वाब के मुबहम नुक़ूश याद
miri nazar men hai anjam is ta.aqub ka
मिरी नज़र में है अंजाम इस तआक़ुब का
tai kar ke dil ka ziina vo ik qatra khuun ka
तय कर के दिल का ज़ीना वो इक क़तरा ख़ून का
"lafzon se bana insan lafzon hi men rahta hai lafzon se sanvarta hai lafzon se bigaDta hai"
"in hazaron men aur aap, ye kyaa? aap, jo ek the hazaron men"
"rote rote mire hansne pe ta.ajjub na karo hai vahi chiiz magar dusre andaz men hai"
"karta huun ek khvab ke mub.ham nuqush yaad jab se khuli hai aankh isi mashghale men huun"
"miri nazar men hai anjam is ta.aqub ka jahan bhi dosti jaati hai dushmani jaa.e"
"tai kar ke dil ka ziina vo ik qatra khuun ka palkon ki chhat tak aaya to lekin gira nahin"
aaj zindaan mein use bhi le gae
jo kabhi ik lafz tak bolaa nahin
in hazaaron mein aur aap, ye kyaa?
aap, jo ek the hazaaron mein
rote rote mire hansne pe taajjub na karo
hai vahi chiiz magar dusre andaaz mein hai
lafzon se banaa insaan lafzon hi mein rahtaa hai
lafzon se sanvartaa hai lafzon se bigaDtaa hai
kartaa huun ek khvaab ke mubham nuqush yaad
jab se khuli hai aankh isi mashghale mein huun
miri nazar mein hai anjaam is taaaqub kaa
jahaan bhi dosti jaati hai dushmani jaae