Sher
husn yuun ishq se naraz hai ab
phuul khushbu se khafa ho jaise

Iftikhar Aazmi
husn yuun ishq se naraz hai ab
हुस्न यूँ इश्क़ से नाराज़ है अब
kitna sunsan hai rasta dil ka
कितना सुनसान है रस्ता दिल का
ajab tanav hai mahaul men kahen kis se
अजब तनाव है माहौल में कहें किस से
shor-e-dariya-e-vafa-e-ishrat ishrat-e-sahil ke qarib
शोर-ए-दरिया-ए-वफ़ा इशरत-ए-साहिल के क़रीब
husn yuun ishq se naraz hai ab
phuul khushbu se khafa ho jaise
kitna sunsan hai rasta dil ka
qafila koi luTa ho jaise
ajab tanav hai mahaul men kahen kis se
kahin pe aaj koi hadsa hua to nahin
shor-e-dariya-e-vafa-e-ishrat ishrat-e-sahil ke qarib
ruk ga.e apne qadam aa.e jo manzil ke qarib
husn yuun ishq se naaraaz hai ab
phuul khushbu se khafaa ho jaise
kitnaa sunsaan hai rasta dil kaa
qaafila koi luTaa ho jaise
ajab tanaav hai maahaul mein kahein kis se
kahin pe aaj koi haadsa huaa to nahin
shor-e-dariyaa-e-vafaa-e-ishrat ishrat-e-saahil ke qarib
ruk gae apne qadam aae jo manzil ke qarib