aankh jhapki thi bas ik lamhe ko aur is ke ba.ad
main ne DhunDa hai tujhe zindagi sahra sahra

Iftikhar Mughal
Iftikhar Mughal
Sherशेर
See all 14 →aankh jhapki thi bas ik lamhe ko aur is ke ba.ad
आँख झपकी थी बस इक लम्हे को और इस के ब'अद
ham ne us chehre ko bandha nahin mahtab-misal
हम ने उस चेहरे को बाँधा नहीं महताब-मिसाल
gher leti hai koi zulf, koi bu-e-badan
घेर लेती है कोई ज़ुल्फ़, कोई बू-ए-बदन
mohabbat aur ibadat men farq to hai naan
मोहब्बत और इबादत में फ़र्क़ तो है नाँ
mire vajud ke andar mujhe talash na kar
मिरे वजूद के अंदर मुझे तलाश न कर
yahi charagh hai sab kuchh ki dil kahen jis ko
यही चराग़ है सब कुछ कि दिल कहें जिस को
Popular Sher & Shayari
28 totalham ne us chehre ko bandha nahin mahtab-misal
ham ne mahtab ko us rukh ke mumasil bandha
gher leti hai koi zulf, koi bu-e-badan
jaan kar koi giraftar nahin hota yaar
mohabbat aur ibadat men farq to hai naan
so chhin li hai tiri dosti mohabbat ne
mire vajud ke andar mujhe talash na kar
ki is makan men aksar raha nahin huun main
yahi charagh hai sab kuchh ki dil kahen jis ko
agar ye bujh gaya to aadmi bhi parchha.in
ham ne us chehre ko baandhaa nahin mahtaab-misaal
ham ne mahtaab ko us rukh ke mumaasil baandhaa
gher leti hai koi zulf, koi bu-e-badan
jaan kar koi giraftaar nahin hotaa yaar
mohabbat aur ibaadat mein farq to hai naan
so chhin li hai tiri dosti mohabbat ne
khudaa! sila de duaa kaa, mohabbaton ke khudaa
khudaa! kisi ne kisi ke liye duaa ki thi
main tum ko khud se judaa kar ke kis tarah dekhun
ki main bhi ''tum'' huun, koi dusraa nahin huun main
tu mujh se mere zamaanon kaa puchhti hai to sun!
tiraa junun, tiraa saudaa, tiri talab, tiri yaad
Ghazalग़ज़ल
savaad-e-hijr mein rakkhaa huaa diyaa huun main
सवाद-ए-हिज्र में रक्खा हुआ दिया हूँ मैं
jamaal-gaah-e-taghazzul ki taab-o-tab tiri yaad
जमाल-गाह-ए-तग़ज़्ज़ुल की ताब-ओ-तब तिरी याद
kabhi kabhi to ye haalat bhi ki mohabbat ne
कभी कभी तो ये हालत भी की मोहब्बत ने
koi vajud hai duniyaa mein koi parchhaain
कोई वजूद है दुनिया में कोई परछाईं
tumhein bhi chaahaa, zamaane se bhi vafaa ki thi
तुम्हें भी चाहा, ज़माने से भी वफ़ा की थी
main bhi be-ant huun aur tu bhi hai gahraa sahraa
मैं भी बे-अंत हूँ और तू भी है गहरा सहरा





