"tajalli be-naqab aur kor ankhen kya qayamat hai ki suraj samne hai aur siyah-bakhti nahin jaati"

Ijtiba Rizvi
Ijtiba Rizvi
Sherशेर
See all 51 →tajalli be-naqab aur kor ankhen kya qayamat hai
तजल्ली बे-नक़ाब और कोर आँखें क्या क़यामत है
afsurdagi bhi husn hai tabindagi bhi husn
अफ़्सुर्दगी भी हुस्न है ताबिंदगी भी हुस्न
hazar aarzu ho tum yaqin ho tum guman ho tum
हज़ार आरज़ू हो तुम यक़ीं हो तुम गुमाँ हो तुम
mire saz-e-nafas ki khamushi par ruuh kahti hai
मिरे साज़-ए-नफ़स की ख़ामुशी पर रूह कहती है
dil ki dhaDkan jo hai madar-e-hayat
दिल की धड़कन जो है मदार-ए-हयात
khirad ko khana-e-dil ka nigah-ban kar diya ham ne
ख़िरद को ख़ाना-ए-दिल का निगह-बाँ कर दिया हम ने
Popular Sher & Shayari
102 total"afsurdagi bhi husn hai tabindagi bhi husn ham ko khizan ne tum ko sanvara bahar ne"
"hazar aarzu ho tum yaqin ho tum guman ho tum qafas-nasib ruuh ki umid-e-ashiyan ho tum"
"mire saz-e-nafas ki khamushi par ruuh kahti hai na aa.i mujh ko niind aur so gaya afsana-khvan mera"
"dil ki dhaDkan jo hai madar-e-hayat ik zara tez ho to aafat hai"
"khirad ko khana-e-dil ka nigah-ban kar diya ham ne ye ghar abad hota is ko viran kar diya ham ne"
is hirs-o-havas ke mele mein ham jins-e-mohabbat laae hain
sab saste maal ke gaahak hain ye mahngaa saudaa kaun kare
sajda vo hai ba-rabb-e-kaaba
jis ko qaid-e-haram nahin hai
khuub tamaashaa ham ko banaayaa aap tamaashaa aap hue
ham ko rusvaa karne nikle kaise rusvaa aap hue
ye hamaari aap ki duriyaan ye kabhi kabhi ki huzuriyaan
hain ajab tarah ki lagaavTein rah-o-rasm-e-dur-o-daraaz mein
ek din rindon ne masjid mein namaaz aa ke paDhi
dusre din use mai-khaana banaa kar chhoDaa
khirad ko khaana-e-dil kaa nigah-baan kar diyaa ham ne
ye ghar aabaad hotaa is ko viraan kar diyaa ham ne
Ghazalग़ज़ल
hadein phailin nazar ki phir bhi kam-bini nahin jaati
हदें फैलीं नज़र की फिर भी कम-बीनी नहीं जाती
nahin sahi mire naalon mein kuchh asar na sahi
नहीं सही मिरे नालों में कुछ असर न सही
khirad ko khaana-e-dil kaa nigah-baan kar diyaa ham ne
ख़िरद को ख़ाना-ए-दिल का निगह-बाँ कर दिया हम ने
ahbaab chhuTe mahbub chhuTe ghar chhuT gayaa dar chhuT gayaa
अहबाब छुटे महबूब छुटे घर छूट गया दर छूट गया
ik akhgar-e-jamaal farozaan ba-shakl-e-dil
इक अख़्गर-ए-जमाल फ़रोज़ाँ ब-शक्ल-ए-दिल
churaane ko churaa laayaa main jalve ru-e-raushan se
चुराने को चुरा लाया मैं जल्वे रू-ए-रौशन से





