"dariya-e-husn aur bhi do haath baDh gaya angDa.i us ne nashshe men li jab uTha ke haath"

Imam Bakhsh Nasikh
Imam Bakhsh Nasikh
Sherशेर
See all 50 →dariya-e-husn aur bhi do haath baDh gaya
दरिया-ए-हुस्न और भी दो हाथ बढ़ गया
kaam auron ke jaari rahen nakam rahen ham
काम औरों के जारी रहें नाकाम रहें हम
zindagi zinda-dili ka hai naam
ज़िंदगी ज़िंदा-दिली का है नाम
teri surat se kisi ki nahin milti surat
तेरी सूरत से किसी की नहीं मिलती सूरत
ab ki holi men raha be-kar rang
अब की होली में रहा बे-कार रंग
justuju karni har ik amr men nadani hai
जुस्तुजू करनी हर इक अम्र में नादानी है
Popular Sher & Shayari
100 total"kaam auron ke jaari rahen nakam rahen ham ab aap ki sarkar men kya kaam hamara"
"zindagi zinda-dili ka hai naam murda-dil khaak jiya karte hain"
"teri surat se kisi ki nahin milti surat ham jahan men tiri tasvir liye phirte hain"
"ab ki holi men raha be-kar rang aur hi laaya firaq-e-yar rang"
"justuju karni har ik amr men nadani hai jo ki peshani pe likkhi hai vo pesh aani hai"
aati jaati hai jaa-ba-jaa badli
saaqiyaa jald aa havaa badli
takallum hi faqat hai us sanam kaa
khudaa ki tarah goyaa be-dahaan hai
teri surat se kisi ki nahin milti surat
ham jahaan mein tiri tasvir liye phirte hain
tamaam umr yuun hi ho gai basar apni
shab-e-firaaq gai roz-e-intizaar aayaa
ghair se kheli hai holi yaar ne
Daale mujh par dida-e-khun-baar rang
dekh kar tujh ko qadam uTh nahin saktaa apnaa
ban gae surat-e-divaar tire kuche mein
Ghazalग़ज़ल
zaar intizaar-e-khat ne kiyaa is qadar mujhe
ज़ार इंतिज़ार-ए-ख़त ने किया इस क़दर मुझे
ab ki holi mein rahaa be-kaar rang
अब की होली में रहा बे-कार रंग
qadah liye hue gul misl-e-baada-khvaar aayaa
क़दह लिए हुए गुल मिस्ल-ए-बादा-ख़्वार आया
rif'at kabhi kisi ki gavaaraa yahaan nahin
रिफ़'अत कभी किसी की गवारा यहाँ नहीं
haae laayaa na koi qaasid-e-dilbar kaaghaz
हाए लाया न कोई क़ासिद-ए-दिलबर काग़ज़
hai dil-e-sozaan mein tuur us ki tajalli-gaah kaa
है दिल-ए-सोज़ाँ में तूर उस की तजल्ली-गाह का





