Quote
"aziiz gar tha ta'alluq to kis liye toDa jab ikhtilaf kiya to mufahamat kaisi"

Imdad Akash
"aziiz gar tha ta'alluq to kis liye toDa jab ikhtilaf kiya to mufahamat kaisi"
"us par hi bhejta hai vo aafat bhi maut bhi shayad use gharib ka bachcha hai na-pasand"
aziiz gar thaa ta'alluq to kis liye toDaa
jab ikhtilaaf kiyaa to mufaahamat kaisi
us par hi bhejtaa hai vo aafat bhi maut bhi
shaayad use gharib kaa bachcha hai naa-pasand
ahd-e-junun mein arsa-e-vahshat guzaarnaa
अहद-ए-जुनूँ में अर्सा-ए-वहशत गुज़ारना
zehn ashkaal ko zanjir nahin kar paayaa
ज़ेहन अश्काल को ज़ंजीर नहीं कर पाया
ne aadmi pasand na is ko khudaa pasand
ने आदमी पसंद न इस को ख़ुदा पसंद
nafi ke jabr se aazaad aur sabaat se duur
नफ़ी के जब्र से आज़ाद और सबात से दूर
qafas ko toD ke taaza havaa mein saans liyaa
क़फ़स को तोड़ के ताज़ा हवा में साँस लिया
rasaai kaisi ki harakat hi saath chhoD gai
रसाई कैसी कि हरकत ही साथ छोड़ गई