is liye sab se alag hai miri khushbu 'ami'
mushk-e-mazdur pasine men liye phirta huun

Imran Aami
Imran Aami
Sherशेर
is liye sab se alag hai miri khushbu 'ami'
इस लिए सब से अलग है मिरी ख़ुशबू 'आमी'
hamare khvab salamat rahen tumhare saath
हमारे ख़्वाब सलामत रहें तुम्हारे साथ
hamare khuun se luThDe hue hain haath us ke
हमारे ख़ून से लुथड़े हुए हैं हाथ उस के
ham-sa.e men shaitan bhi rahta hai khuda bhi
हम-साए में शैतान भी रहता है ख़ुदा भी
Popular Sher & Shayari
8 totalhamare khvab salamat rahen tumhare saath
ye baat kaafi hai duniya ki niind uDane ko
hamare khuun se luThDe hue hain haath us ke
hamare saath mohabbat bhi hai zamane ko
ham-sa.e men shaitan bhi rahta hai khuda bhi
jannat bhi mayassar hai jahannam ki hava bhi
hamaare khuun se luThDe hue hain haath us ke
hamaare saath mohabbat bhi hai zamaane ko
is liye sab se alag hai miri khushbu 'aami'
mushk-e-mazdur pasine mein liye phirtaa huun
hamaare khvaab salaamat rahein tumhaare saath
ye baat kaafi hai duniyaa ki niind uDaane ko
ham-saae mein shaitaan bhi rahtaa hai khudaa bhi
jannat bhi mayassar hai jahannam ki havaa bhi
Ghazalग़ज़ल
zakhm ab tak vahi siine mein liye phirtaa huun
ज़ख़्म अब तक वही सीने में लिए फिरता हूँ
is dasht se aage bhi koi dasht-e-gumaan hai
इस दश्त से आगे भी कोई दश्त-ए-गुमाँ है
ehtiyaatan use chhuaa nahin hai
एहतियातन उसे छुआ नहीं है
jitne paani mein koi Duub ke mar saktaa hai
जितने पानी में कोई डूब के मर सकता है
baat dil ko mire lagi nahin hai
बात दिल को मिरे लगी नहीं है
tujh se ik haath kyaa milaa liyaa hai
तुझ से इक हाथ क्या मिला लिया है





