ham ko aksar ye khayal aata hai us ko dekh kar
ye sitara kaise ghalati se zamin par rah gaya

Imtiyaz Khan
imtiyaz Khan
Sherशेर
ham ko aksar ye khayal aata hai us ko dekh kar
हम को अक्सर ये ख़याल आता है उस को देख कर
ehsan zindagi pe kiye ja rahe hain ham
एहसान ज़िंदगी पे किए जा रहे हैं हम
rah-e-dil ko raund kar aage nikal ja.enge log
राह-ए-दिल को रौंद कर आगे निकल जाएँगे लोग
kya yunhi khamosh duniya se guzar ja.enge ham
क्या यूँही ख़ामोश दुनिया से गुज़र जाएँगे हम
Popular Sher & Shayari
8 totalehsan zindagi pe kiye ja rahe hain ham
man to nahin hai phir bhi jiye ja rahe hain ham
rah-e-dil ko raund kar aage nikal ja.enge log
aankh men uThta ghubar-e-qafila rah ja.ega
kya yunhi khamosh duniya se guzar ja.enge ham
kya jo kahna hai vo sab kuchh an-kaha rah ja.ega
ham ko aksar ye khayaal aataa hai us ko dekh kar
ye sitaara kaise ghalati se zamin par rah gayaa
kyaa yunhi khaamosh duniyaa se guzar jaaeinge ham
kyaa jo kahnaa hai vo sab kuchh an-kahaa rah jaaegaa
ehsaan zindagi pe kiye jaa rahe hain ham
man to nahin hai phir bhi jiye jaa rahe hain ham
raah-e-dil ko raund kar aage nikal jaaeinge log
aankh mein uThtaa ghubaar-e-qaafila rah jaaegaa
Ghazalग़ज़ल
tu nahin hogaa magar ye silsilaa rah jaaegaa
तू नहीं होगा मगर ये सिलसिला रह जाएगा
taaraaj khvaahishon kaa mudaavaa na ho sakaa
ताराज ख़्वाहिशों का मुदावा न हो सका
dil-e-shikasta ki nim-jaan khvaahishon ko jiinaa sikhaa rahi hai
दिल-ए-शिकस्ता की नीम-जाँ ख़्वाहिशों को जीना सिखा रही है
dil khvaab mein ye dekh ke ghamgin rahaa hai
दिल ख़्वाब में ये देख के ग़मगीन रहा है
hamin par dhuup barsaataa hai suraj bhi muqaddar bhi
हमीं पर धूप बरसाता है सूरज भी मुक़द्दर भी
nashe mein ye kyaa samajh liyaa thaa
नशे में ये क्या समझ लिया था





