'ishq' raushan tha vahan dida-e-ahu se charagh
main jo yak raat gaya qais ke kashane men

Ishq Aurangabadi
Ishq Aurangabadi
Sherशेर
See all 18 →'ishq' raushan tha vahan dida-e-ahu se charagh
'इश्क़' रौशन था वहाँ दीदा-ए-आहू से चराग़
a.ina kabhi qabil-e-didar na hove
आईना कभी क़ाबिल-ए-दीदार न होवे
tu ne kya dekha nahin gul ka pareshan ahval
तू ने क्या देखा नहीं गुल का परेशाँ अहवाल
ye but hirs-o-hava ke dil ke jab ka.aba men toDunga
ये बुत हिर्स-ओ-हवा के दिल के जब काबा में तोडूँगा
maza ab-e-baqa ka jan-e-janan
मज़ा आब-ए-बक़ा का जान-ए-जानाँ
dukhtar-e-raz mat kaho napak hai
दुख़्तर-ए-रज़ मत कहो नापाक है
Popular Sher & Shayari
36 totala.ina kabhi qabil-e-didar na hove
gar khaak ke saath us ko sarokar na hove
tu ne kya dekha nahin gul ka pareshan ahval
ghuncha kyuun ainTha hua rahta hai zardar ki tarah
ye but hirs-o-hava ke dil ke jab ka.aba men toDunga
tumhari sub.ha men kab shaikh-ji zunnar chhoDunga
maza ab-e-baqa ka jan-e-janan
tira bosa liya hove so jaane
dukhtar-e-raz mat kaho napak hai
abru-e-dudman-e-tak hai
us ki aankhon ke agar vasf raqam kijiyegaa
shaakh-e-nargis ko qalam kar ke qalam kijiyegaa
gar shaikh ne aah ki to mat bhuul
dil mein patthar ke bhi sharar hai
'ishq' raushan thaa vahaan dida-e-aahu se charaagh
main jo yak raat gayaa qais ke kaashaane mein
aaina kabhi qaabil-e-didaar na hove
gar khaak ke saath us ko sarokaar na hove
tu ne kyaa dekhaa nahin gul kaa pareshaan ahvaal
ghuncha kyuun ainThaa huaa rahtaa hai zardaar ki tarah
ho gul bulbul tabhi bulbul pe bulbul phuul kar gul ho
tire gar gul-badan bar mein qabaa-e-chashm-e-bulbul ho
Ghazalग़ज़ल
bulbulaa phuTe pe ho jaataa hai aab
बुलबुला फूटे पे हो जाता है आब
lag rahi hai jis tarah laala ke saare ban ko aag
लग रही है जिस तरह लाला के सारे बन को आग
ai musavvir yaad ki tasvir khinchaa chaahiye
ऐ मुसव्विर याद की तस्वीर खींचा चाहिए
biiti hai ye sab dil pe hai sab dil ki zabaani
बीती है ये सब दिल पे है सब दिल की ज़बानी
aashiq hue hain jab se ham khud se jaa rahe hain
आशिक़ हुए हैं जब से हम ख़ुद से जा रहे हैं
kyuun hai kah aaina is darja tu hairaan mujh se
क्यूँ है कह आईना इस दर्जा तू हैराँ मुझ से





