divangi ka sabab puchha ja raha tha miri
main chup tha aur hujum us ka naam le raha tha

Ismail Raaz
Ismail Raaz
Sherशेर
divangi ka sabab puchha ja raha tha miri
दीवानगी का सबब पूछा जा रहा था मिरी
hijr ki raat hai aur aankh men aansu bhi nahin
हिज्र की रात है और आँख में आँसू भी नहीं
jo apna hissa bhi auron men baanT deta hai
जो अपना हिस्सा भी औरों में बाँट देता है
dar-asl main ne mashaqqat nahin mohabbat ki
दर-अस्ल मैं ने मशक़्क़त नहीं मोहब्बत की
us vaqt ke sadmon ne mujhe chaaT liya hai
उस वक़्त के सदमों ने मुझे चाट लिया है
Popular Sher & Shayari
10 totalhijr ki raat hai aur aankh men aansu bhi nahin
aise mausam men to barsat hua karti thi
jo apna hissa bhi auron men baanT deta hai
ik aise shakhs ke hisse men aa ga.e the ham
dar-asl main ne mashaqqat nahin mohabbat ki
hatheliyon pe nahin mere dil pe chhale hain
us vaqt ke sadmon ne mujhe chaaT liya hai
jo vaqt abhi main ne guzara bhi nahin tha
divaangi kaa sabab puchhaa jaa rahaa thaa miri
main chup thaa aur hujum us kaa naam le rahaa thaa
hijr ki raat hai aur aankh mein aansu bhi nahin
aise mausam mein to barsaat huaa karti thi
jo apnaa hissa bhi auron mein baanT detaa hai
ik aise shakhs ke hisse mein aa gae the ham
dar-asl main ne mashaqqat nahin mohabbat ki
hatheliyon pe nahin mere dil pe chhaale hain
us vaqt ke sadmon ne mujhe chaaT liyaa hai
jo vaqt abhi main ne guzaaraa bhi nahin thaa
Ghazalग़ज़ल
the baDi shaan se rakkhe hue aflaak pe ham
थे बड़ी शान से रक्खे हुए अफ़्लाक पे हम
to Thiik hai chalaa leinge duaa-salaam se kaam
तो ठीक है चला लेंगे दुआ-सलाम से काम
teri mahfil miri shirkat nahin dekhi jaati
तेरी महफ़िल मिरी शिरकत नहीं देखी जाती
ye dil pe ek zakhm hai jo tere haath kaa
ये दिल पे एक ज़ख़्म है जो तेरे हाथ का
hijrat kaa iraada to hamaaraa bhi nahin thaa
हिजरत का इरादा तो हमारा भी नहीं था
hansne kaa sabab yaad na rone ki vajah yaad
हँसने का सबब याद न रोने की वजह याद





