jo tire samne aa.e hain so kam Thahre hain
ye hamara hi kaleja hai ki ham Thahre hain
Joshish Azimabadi
Joshish Azimabadi
Sherशेर
See all 45 →jo tire samne aa.e hain so kam Thahre hain
जो तिरे सामने आए हैं सो कम ठहरे हैं
zulf aur rukh ki parastish shart hai
ज़ुल्फ़ और रुख़ की परस्तिश शर्त है
khar-zar-e-ishq ko kya ho gaya
ख़ार-ज़ार-ए-इश्क़ को क्या हो गया
aisi mire khazana-e-dil men bhari hai aag
ऐसी मिरे ख़ज़ाना-ए-दिल में भरी है आग
gulzar-e-mohabbat men na phule na phale ham
गुलज़ार-ए-मोहब्बत में न फूले न फले हम
kufr par mat ta.an kar ai shaikh mere ru-ba-ru
कुफ़्र पर मत तअन कर ऐ शैख़ मेरे रू-ब-रू
Popular Sher & Shayari
90 totalzulf aur rukh ki parastish shart hai
kufr ho ai shaikh ya islam ho
khar-zar-e-ishq ko kya ho gaya
paanv men kanTe chubhota hi nahin
aisi mire khazana-e-dil men bhari hai aag
favvara chhuTta hai mizha se sharar ka
gulzar-e-mohabbat men na phule na phale ham
manind-e-chinar aag men apni hi jale ham
kufr par mat ta.an kar ai shaikh mere ru-ba-ru
mujh ko hai ma.alum kaifiyyat tire islam ki
allaah taa-qayaamat tujh ko rakhe salaamat
kyaa kyaa sitam na dekhe ham ne tire karam se
tujh se ham-bazm hon nasib kahaan
tu kahaan aur main gharib kahaan
zaahid na rahne paaeinge aabaad mai-kade
jab tak na Dhaaiyegaa tiri khaanqaah ko
vo maah bhar ke jaam-e-mai-naab le gayaa
ik dam mein aaftaab ko mahtaab le gayaa
ai zulf-e-yaar tujh se bhi aashufta-tar huun main
mujh saa na koi hogaa pareshaan-e-rozgaar
chashm-e-vahdat se gar koi dekhe
but-parasti bhi haq-parasti hai
Ghazalग़ज़ल
munh banaae hue phirtaa hai vo kal se ham se
मुँह बनाए हुए फिरता है वो कल से हम से
kijiye rindi kaa pesha shisha shisha hai sharaab
कीजिए रिंदी का पेशा शीशा शीशा है शराब
ahl-e-jahaan ke milne se ham ehtiraaz kar
अहल-ए-जहाँ के मिलने से हम एहतिराज़ कर
nahin mo'taqid jo tire diid kaa
नहीं मो'तक़िद जो तिरे दीद का
apni vo be-sabaat hasti hai
अपनी वो बे-सबात हस्ती है
jab hue tum chaman mein aan khaDe
जब हुए तुम चमन में आन खड़े





