main samne huun abhi guftugu karo mujh se
ki baad men miri tasvir dekhte rahna

Jyoti Azad Khatri
Jyoti Azad Khatri
Sherशेर
See all 21 →main samne huun abhi guftugu karo mujh se
मैं सामने हूँ अभी गुफ़्तुगू करो मुझ से
dastur hi alag hai tiri bazm-e-naz ka
दस्तूर ही अलग है तिरी बज़्म-ए-नाज़ का
usi ke chehre pe ankhen hamari rah jaa.en
उसी के चेहरे पे आँखें हमारी रह जाएँ
khuda ka shukr hai is rabte par
ख़ुदा का शुक्र है इस राब्ते पर
tamam raat main khud se saval karti rahi
तमाम रात मैं ख़ुद से सवाल करती रही
us se baten to bahut karni thiin par soch liya
उस से बातें तो बहुत करनी थीं पर सोच लिया
Popular Sher & Shayari
42 totaldastur hi alag hai tiri bazm-e-naz ka
ilzam de ke kah diya ilzam hi to hai
usi ke chehre pe ankhen hamari rah jaa.en
kisi ko itna bhi kya dekhna zaruri hai
khuda ka shukr hai is rabte par
use manzil mujhe rasta banaya
tamam raat main khud se saval karti rahi
jise chhua ho haqiqat men khvab kaise hua
us se baten to bahut karni thiin par soch liya
us ki har baat pe kahna hai koi baat nahin
saamne aae binaa us se mukhaatab rahnaa
ek jaadu hai jo aataa hai mujhe sirf mujhe
kabhi dariyaa kabhi sahraa banaayaa
kisi ke ishq ne kyaa kyaa banaayaa
jis ke chehre pe main marti huun sitam to ye hai
us ki tasvir hi album mein mire saath nahin
us se baatein to bahut karni thiin par soch liyaa
us ki har baat pe kahnaa hai koi baat nahin
main saamne huun abhi guftugu karo mujh se
ki baad mein miri tasvir dekhte rahnaa
sach puchho to ham ko hamaari
aankhon ne barbaad kiyaa hai
Ghazalग़ज़ल
ghaur se dekh yaar khatra hai
ग़ौर से देख यार ख़तरा है
banaao jo bhi tumhein kuchh nayaa banaanaa hai
बनाओ जो भी तुम्हें कुछ नया बनाना है
zamin hai miri aasmaani nahin huun
ज़मीं है मिरी आसमानी नहीं हूँ
tasavvuraat ki jaagir dekhte rahnaa
तसव्वुरात की जागीर देखते रहना
pahle us ko yaad kiyaa hai
पहले उस को याद किया है
jo shab hui to nazaare utar ke aae hain
जो शब हुई तो नज़ारे उतर के आए हैं





