udasi ka samundar dekh lena
miri ankhon men aa kar dekh lena

Kafeel Aazar Amrohvi
Kafeel Aazar Amrohvi
Sherशेर
See all 20 →udasi ka samundar dekh lena
उदासी का समुंदर देख लेना
ek ik baat men sachcha.i hai us ki lekin
एक इक बात में सच्चाई है उस की लेकिन
baat niklegi to phir duur talak ja.egi
बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जाएगी
kamre men phailta raha cigarette ka dhuan
कमरे में फैलता रहा सिगरेट का धुआँ
makan shishe ka banvate ho 'azar'
मकाँ शीशे का बनवाते हो 'आज़र'
ham bhi in bachchon ki manind koi pal ji len
हम भी इन बच्चों की मानिंद कोई पल जी लें
Popular Sher & Shayari
40 totalek ik baat men sachcha.i hai us ki lekin
apne va.adon se mukar jaane ko ji chahta hai
baat niklegi to phir duur talak ja.egi
log be-vaj.h udasi ka sabab puchhenge
kamre men phailta raha cigarette ka dhuan
main band khiDkiyon ki taraf dekhta raha
makan shishe ka banvate ho 'azar'
bahut a.enge patthar dekh lena
ham bhi in bachchon ki manind koi pal ji len
ek sikka jo hatheli pe saja laate hain
jab se ik khvaab ki taabir mili hai mujh ko
main har ik khvaab ki taabir se ghabraataa huun
tum ko maahaul se ho jaaegi nafrat 'aazar'
itne nazdik se dekhaa na karo yaaron ko
koi manzil nahin milti to Thahar jaate hain
ashk aankhon mein musaafir ki tarah aate hain
jaate jaate ye nishaani de gayaa
vo miri aaankhon mein paani de gayaa
ek ik baat mein sachchaai hai us ki lekin
apne vaadon se mukar jaane ko ji chaahtaa hai
us ki aankhon mein utar jaane ko ji chaahtaa hai
shaam hoti hai to ghar jaane ko ji chaahtaa hai
Ghazalग़ज़ल
us ki aankhon mein utar jaane ko ji chaahtaa hai
उस की आँखों में उतर जाने को जी चाहता है
ek muddat se hai mere zehn par chhaayaa huaa
एक मुद्दत से है मेरे ज़ह्न पर छाया हुआ
dekh lo khvaab magar khvaab kaa charchaa na karo
देख लो ख़्वाब मगर ख़्वाब का चर्चा न करो
puure har shakhs ke armaan nahin hote hain
पूरे हर शख़्स के अरमान नहीं होते हैं
tanhaai ki gali mein havaaon kaa shor thaa
तन्हाई की गली में हवाओं का शोर था
koi manzil nahin milti to Thahar jaate hain
कोई मंज़िल नहीं मिलती तो ठहर जाते हैं





