mahsus ho raha hai ki main khud safar men huun
jis din se rail par main tujhe chhoDne gaya

Kaif Ahmed Siddiqui
Kaif Ahmed Siddiqui
Sherशेर
See all 14 →mahsus ho raha hai ki main khud safar men huun
महसूस हो रहा है कि मैं ख़ुद सफ़र में हूँ
ik baras bhi abhi nahin guzra
इक बरस भी अभी नहीं गुज़रा
khushi ki aarzu kya dil men Thahre
ख़ुशी की आरज़ू क्या दिल में ठहरे
aaj kuchh aise sho.ale bhaDke barish ke har qatre se
आज कुछ ऐसे शोले भड़के बारिश के हर क़तरे से
tanha.iyon ko saunp ke tarikiyon ka zahr
तन्हाइयों को सौंप के तारीकियों का ज़हर
sard jazbe bujhe bujhe chehre
सर्द जज़्बे बुझे बुझे चेहरे
Popular Sher & Shayari
28 totalik baras bhi abhi nahin guzra
kitni jaldi badal ga.e chehre
khushi ki aarzu kya dil men Thahre
tire gham ne biTha rakkhe hain pahre
aaj kuchh aise sho.ale bhaDke barish ke har qatre se
dhuup panahen maang rahi hai bhige hue darakhton men
tanha.iyon ko saunp ke tarikiyon ka zahr
raton ko bhaag aa.e ham apne makan se
sard jazbe bujhe bujhe chehre
jism zinda hain mar ga.e chehre
aaj kuchh aise shoale bhaDke baarish ke har qatre se
dhuup panaahein maang rahi hai bhige hue darakhton mein
tanhaaiyon ko saunp ke taarikiyon kaa zahr
raaton ko bhaag aae ham apne makaan se
khudaa maalum kis aavaaz ke pyaase parinde
vo dekho khaamushi ki jhiil mein utre parinde
'kaif' kahaan tak tum khud ko be-daagh rakhkhoge
ab to saari duniyaa ke munh par syaahi hai
sard jazbe bujhe bujhe chehre
jism zinda hain mar gae chehre
khushi ki aarzu kyaa dil mein Thahre
tire gham ne biThaa rakkhe hain pahre
Ghazalग़ज़ल
sochtaa huun raat jo suraj thaa daaein haath mein
सोचता हूँ रात जो सूरज था दाएँ हाथ में
sau baar yuun garajne ko baadal garaj gayaa
सौ बार यूँ गरजने को बादल गरज गया
jo sadaa gunjti thi kaanon mein
जो सदा गूँजती थी कानों में
suraj aankhein khol rahaa hai sukhe hue darakhton mein
सूरज आँखें खोल रहा है सूखे हुए दरख़्तों में
khushi ki aarzu kyaa dil mein Thahre
ख़ुशी की आरज़ू क्या दिल में ठहरे
aaj phir shaakh se gire patte
आज फिर शाख़ से गिरे पत्ते





