zindagi kuchh to bharam rakh le vafadari ka
tujh ko mar mar ke shab-o-roz sanvara hai bahut
Kausar Siwani
Kausar Siwani
Sherशेर
See all 8 →zindagi kuchh to bharam rakh le vafadari ka
ज़िंदगी कुछ तो भरम रख ले वफ़ादारी का
main to qabil na tha un ke didar ke
मैं तो क़ाबिल न था उन के दीदार के
harifon ki taraf-dari se apna-pan ka dam TuuTa
हरीफ़ों की तरफ़-दारी से अपना-पन का दम टूटा
samundar ki tarah vus.at ho jis men
समुंदर की तरह वुसअत हो जिस में
jo toD doge mujhe tum bhi TuuT jaoge
जो तोड़ दोगे मुझे तुम भी टूट जाओगे
hamen jo fikr ki davat na de sake 'kausar'
हमें जो फ़िक्र की दावत न दे सके 'कौसर'
Popular Sher & Shayari
16 totalmain to qabil na tha un ke didar ke
un ki chaukhaT pe meri khata le ga.i
harifon ki taraf-dari se apna-pan ka dam TuuTa
baDhi kuchh aur jab duuri to qurbat ka bharam TuuTa
samundar ki tarah vus.at ho jis men
vo qatra bahr hai qatra nahin hai
jo toD doge mujhe tum bhi TuuT jaoge
ki irtibat-e-salasil ki ik kaDi huun main
hamen jo fikr ki davat na de sake 'kausar'
vo sher sher to hai ruh-e-sha.eri to nahin
jo toD doge mujhe tum bhi TuuT jaaoge
ki irtibaat-e-salaasil ki ik kaDi huun main
hamein jo fikr ki daavat na de sake 'kausar'
vo sher sher to hai ruh-e-shaaeri to nahin
kyaa dil ki pyaas thi ki bujhaai na jaa saki
baadal nichoD ke na samundar taraash ke
samundar ki tarah vusat ho jis mein
vo qatra bahr hai qatra nahin hai
zindagi kuchh to bharam rakh le vafaadaari kaa
tujh ko mar mar ke shab-o-roz sanvaaraa hai bahut
main to qaabil na thaa un ke didaar ke
un ki chaukhaT pe meri khataa le gai
Ghazalग़ज़ल
maut ko ziist ki manzil kaa pataa kahte hain
मौत को ज़ीस्त की मंज़िल का पता कहते हैं
dab gai kyuun miri aavaaz kaho to kah duun
दब गई क्यूँ मिरी आवाज़ कहो तो कह दूँ
vo tujh ko toD ke misl-e-habaab kar degaa
वो तुझ को तोड़ के मिस्ल-ए-हबाब कर देगा
saahil pe kyaa hai bahar ke andar talaash kar
साहिल पे क्या है बहर के अंदर तलाश कर
tanur-e-vaqt ki hiddat se Dar gae ham bhi
तनूर-ए-वक़्त की हिद्दत से डर गए हम भी
bhaTak jaate hain rahbar rahbari mein
भटक जाते हैं रहबर रहबरी में





