hazaron chand sitare chamak ga.e hote
kabhi nazar jo tiri ma.il-e-karam hoti

Khaleel Mamoon
Khaleel Mamoon
Sherशेर
See all 27 →hazaron chand sitare chamak ga.e hote
हज़ारों चाँद सितारे चमक गए होते
lafzon ka khazana bhi kabhi kaam na aa.e
लफ़्ज़ों का ख़ज़ाना भी कभी काम न आए
vo bura.i sab se meri kar rahe hain
वो बुराई सब से मेरी कर रहे हैं
aisa ho zindagi men koi khvab hi na ho
ऐसा हो ज़िंदगी में कोई ख़्वाब ही न हो
har ek kaam hai dhoka har ek kaam hai khel
हर एक काम है धोका हर एक काम है खेल
dard ke sahare kab talak chalenge
दर्द के सहारे कब तलक चलेंगे
Popular Sher & Shayari
54 totallafzon ka khazana bhi kabhi kaam na aa.e
baiThe rahen likhne ko tira naam na aa.e
vo bura.i sab se meri kar rahe hain
kyuun nahin karte bayan achchha.iyon ko
aisa ho zindagi men koi khvab hi na ho
andhiyari raat men koi mahtab hi na ho
har ek kaam hai dhoka har ek kaam hai khel
ki zindagi men tamasha bahut zaruri hai
dard ke sahare kab talak chalenge
saans ruk rahi hai fasla baDa hai
hazaaron chaand sitaare chamak gae hote
kabhi nazar jo tiri maail-e-karam hoti
meri tarah se ye bhi sataayaa huaa hai kyaa
kyuun itne daagh dikhte hain mahtaab mein abhi
sab log hamein ek nazar aate hain
andaaza nahin hotaa hai ab chehron kaa
aisaa ho zindagi mein koi khvaab hi na ho
andhiyaari raat mein koi mahtaab hi na ho
tum nahin aaoge khabar hai hamein
phir bhi ham intizaar kar leinge
vo buraai sab se meri kar rahe hain
kyuun nahin karte bayaan achchhaaiyon ko
Ghazalग़ज़ल
is shahr-e-sang-e-sakht se ghabraa gayaa huun main
इस शहर-ए-संग-ए-सख़्त से घबरा गया हूँ मैं
fanaa ke raaste phulon se bhar gae shaayad
फ़ना के रास्ते फूलों से भर गए शायद
jhulaste lamhon kaa lams le kar main chal rahaa huun
झुलसते लम्हों का लम्स ले कर मैं चल रहा हूँ
masruf-e-gham hain kaun-o-makaan jaagte raho
मसरूफ़-ए-ग़म हैं कौन-ओ-मकाँ जागते रहो
gumaan-e-zakhm-e-tamannaa thaa ab talak mujh ko
गुमान-ए-ज़ख़्म-ए-तमन्ना था अब तलक मुझ को
Dhaaltaa huun sher mein tanhaaiyon ko
ढालता हूँ शेर में तन्हाइयों को





