is bhare shahr men din raat Thaharte hi nahin
kaun yadon ke safar-name ko tahrir kare

Khaleel Tanveer
Khaleel Tanveer
Sherशेर
See all 32 →is bhare shahr men din raat Thaharte hi nahin
इस भरे शहर में दिन रात ठहरते ही नहीं
harf ko barg-e-nava deta huun
हर्फ़ को बर्ग-ए-नवा देता हूँ
vo shahr chhoD ke muddat hui chala bhi gaya
वो शहर छोड़ के मुद्दत हुई चला भी गया
zara si Thes lagi thi ki chuur chuur hua
ज़रा सी ठेस लगी थी कि चूर चूर हुआ
tamam dard ke rishton se vasta na rahe
तमाम दर्द के रिश्तों से वास्ता न रहे
auron ki bura.i ko na dekhun vo nazar de
औरों की बुराई को न देखूँ वो नज़र दे
Popular Sher & Shayari
64 totalharf ko barg-e-nava deta huun
yuun mire paas hunar kuchh bhi nahin
vo shahr chhoD ke muddat hui chala bhi gaya
had-e-ufuq pe magar chand ru-ba-ru hai vahi
zara si Thes lagi thi ki chuur chuur hua
tire khayal ka paikar bhi abgina tha
tamam dard ke rishton se vasta na rahe
hisar-e-jism se niklun to be-sada ho ja.un
auron ki bura.i ko na dekhun vo nazar de
haan apni bura.i ko parakhne ka hunar de
zamaana laakh sitaaron ko chhu ke aa jaae
abhi dilon ko magar haajat-e-rafu hai vahi
vo log apne aap mein kitne aziim the
jo apne dushmanon se bhi nafrat na kar sake
auron ki buraai ko na dekhun vo nazar de
haan apni buraai ko parakhne kaa hunar de
rusvaa hue zalil hue dar-ba-dar hue
haq baat lab pe aai to ham be-hunar hue
parind shaakh pe tanhaa udaas baiThaa hai
uDaan bhuul gayaa muddaton ki bandish mein
parind unchi uDaanon ki dhun mein rahtaa hai
magar zamin ki hadon mein basar bhi kartaa hai
Ghazalग़ज़ल
siyaah-khaana-e-dil par nazar bhi kartaa hai
सियाह-ख़ाना-ए-दिल पर नज़र भी करता है
bujh gayaa dil to khabar kuchh bhi nahin
बुझ गया दिल तो ख़बर कुछ भी नहीं
mire vajud mein the duur tak andhere bhi
मिरे वजूद में थे दूर तक अँधेरे भी
ye kaisi pyaas hai main jism ke saraab mein huun
ये कैसी प्यास है मैं जिस्म के सराब में हूँ
paraai aag mein jalne ki aarzu hai vahi
पराई आग में जलने की आरज़ू है वही
vahaan pahunch ke har ik naqsh-e-gham paraayaa thaa
वहाँ पहुँच के हर इक नक़्श-ए-ग़म पराया था





