"ik tajassus dil men hai ye kya hua kaise hua jo kabhi apna na tha vo ghair ka kaise hua"

Khatir Ghaznavi
Khatir Ghaznavi
Sherशेर
See all 16 →ik tajassus dil men hai ye kya hua kaise hua
इक तजस्सुस दिल में है ये क्या हुआ कैसे हुआ
main ise shohrat kahun ya apni rusva.i kahun
मैं इसे शोहरत कहूँ या अपनी रुस्वाई कहूँ
kaisi chali hai ab ke hava tere shahr men
कैसी चली है अब के हवा तेरे शहर में
vahshaten kuchh is tarah apna muqaddar ban ga.iin
वहशतें कुछ इस तरह अपना मुक़द्दर बन गईं
logon ne to suraj ki chaka-chaund ko puuja
लोगों ने तो सूरज की चका-चौंद को पूजा
go zara si baat par barson ke yarane ga.e
गो ज़रा सी बात पर बरसों के याराने गए
Popular Sher & Shayari
32 total"main ise shohrat kahun ya apni rusva.i kahun mujh se pahle us gali men mere afsane ga.e"
"kaisi chali hai ab ke hava tere shahr men bande bhi ho ga.e hain khuda tere shahr men"
"vahshaten kuchh is tarah apna muqaddar ban ga.iin ham jahan pahunche hamare saath virane ga.e"
"logon ne to suraj ki chaka-chaund ko puuja main ne to tire saa.e ko bhi sajda kiya hai"
"go zara si baat par barson ke yarane ga.e lekin itna to hua kuchh log pahchane ga.e"
insaan huun ghir gayaa huun zamin ke khudaaon mein
ab bastiyaan basaaungaa jaa kar khalaaon mein
ek ek kar ke log nikal aae dhuup mein
jalne lage the jaise sabhi ghar ki chhaanv mein
'khaatir' ab ahl-e-dil bhi bane hain zamaana-saaz
kis se karein vafaa ki talab apne shahr mein
ye kaun chupke chupke uThaa aur chal diyaa
'khaatir' ye kis ne luuT liin mahfil ki dhaDkanein
go zaraa si baat par barson ke yaaraane gae
lekin itnaa to huaa kuchh log pahchaane gae
kaisi chali hai ab ke havaa tere shahr mein
bande bhi ho gae hain khudaa tere shahr mein
Ghazalग़ज़ल
kis samt le gaiin mujhe is dil ki dhaDkanein
किस सम्त ले गईं मुझे इस दिल की धड़कनें
har haqiqat ko gumaan tak sochun
हर हक़ीक़त को गुमाँ तक सोचूँ
bastiyaan ho gaiin benaam-o-nishaan raaton-raat
बस्तियाँ हो गईं बेनाम-ओ-निशाँ रातों-रात
jafaaein bakhsh ke mujh ko miri vafaa maangein
जफ़ाएँ बख़्श के मुझ को मिरी वफ़ा माँगें
tiri talab thi tire aastaan se lauT aae
तिरी तलब थी तिरे आस्ताँ से लौट आए
fariyaad bhi hai su-e-adab apne shahr mein
फ़रियाद भी है सू-ए-अदब अपने शहर में





