ik arse baad hui khul ke guftugu us se
ik arse baad vo kanTa chubha hua nikla

Khawer Eijaz
Khawer Eijaz
Sherशेर
See all 13 →ik arse baad hui khul ke guftugu us se
इक अर्से बाद हुई खुल के गुफ़्तुगू उस से
haath lagate hi miTTi ka Dher hue
हाथ लगाते ही मिट्टी का ढेर हुए
mujhe is khvab ne ik arse tak be-tab rakkha hai
मुझे इस ख़्वाब ने इक अर्से तक बे-ताब रक्खा है
jahan tum ho vahan se duur paDti hai zamin meri
जहाँ तुम हो वहाँ से दूर पड़ती है ज़मीं मेरी
mire sehan par khula asman rahe ki main
मिरे सेहन पर खुला आसमान रहे कि मैं
suna rahi hai jise joD joD kar duniya
सुना रही है जिसे जोड़ जोड़ कर दुनिया
Popular Sher & Shayari
26 totalhaath lagate hi miTTi ka Dher hue
kaise kaise rang bhare the khvabon men
mujhe is khvab ne ik arse tak be-tab rakkha hai
ik unchi chhat hai aur chhat par koi mahtab rakkha hai
jahan tum ho vahan se duur paDti hai zamin meri
jahan main huun vahan se asman nazdik paDta hai
mire sehan par khula asman rahe ki main
use dhuup chhanv men banTana nahin chahta
suna rahi hai jise joD joD kar duniya
tamam TukDe hain vo meri dastan ke hi
badal liyaa hai zaraa khvaab ke ilaaqe ko
makaan ko chhoD ke ab laa-makaan mein rahtaa huun
ye dil had se guzarnaa chaahtaa thaa
magar majbur ho kar rah gayaa hai
sunaa rahi hai jise joD joD kar duniyaa
tamaam TukDe hain vo meri daastaan ke hi
mire sehan par khulaa aasmaan rahe ki main
use dhuup chhaanv mein baanTanaa nahin chaahtaa
jahaan tum ho vahaan se duur paDti hai zamin meri
jahaan main huun vahaan se aasmaan nazdik paDtaa hai
mire aur us ke biich ik dhund si maujud rahti hai
ye duniyaa aa rahi hai mere us ke darmiyaan shaayad
Ghazalग़ज़ल
nayaa paimaan raushan kar gayaa hai
नया पैमान रौशन कर गया है
niili aankhon mein dhanak-khvaab ki pahnaai hai
नीली आँखों में धनक-ख़्वाब की पहनाई है
jo shakhs raah banaataa rahaa darakhton mein
जो शख़्स राह बनाता रहा दरख़्तों में
darun-e-jaan kaa shagufa jalaa huaa niklaa
दरून-ए-जाँ का शगूफ़ा जला हुआ निकला
jab ek baar kisi intihaa pe jaa Thahre
जब एक बार किसी इंतिहा पे जा ठहरे
hamein us ne sabhi ahvaal se anjaan rakkhaa
हमें उस ने सभी अहवाल से अंजान रक्खा





