aaj dariya men ajab shor ajab halchal hai
kis ki kashti ne qadam ab-e-ravan par rakkha

Khurshid Talab
Khurshid Talab
Sherशेर
See all 21 →aaj dariya men ajab shor ajab halchal hai
आज दरिया में अजब शोर अजब हलचल है
sab ek dhund liye phir rahe hain ankhon men
सब एक धुँद लिए फिर रहे हैं आँखों में
khuda ne bakhsha hai kya zarf mom-batti ko
ख़ुदा ने बख़्शा है क्या ज़र्फ़ मोम-बत्ती को
azizo aao ab ik al-vida.i jashn kar len
अज़ीज़ो आओ अब इक अल-विदाई जश्न कर लें
hava to hai hi mukhalif mujhe Darata hai kya
हवा तो है ही मुख़ालिफ़ मुझे डराता है क्या
'talab' baDi hi aziyyat ka kaam hota hai
'तलब' बड़ी ही अज़िय्यत का काम होता है
Popular Sher & Shayari
42 totalsab ek dhund liye phir rahe hain ankhon men
kisi ke chehre pe maazi na haal dekhta huun
khuda ne bakhsha hai kya zarf mom-batti ko
pighalte rahna magar saari raat chup rahna
azizo aao ab ik al-vida.i jashn kar len
ki is ke baa'd ik lamba safar afsos ka hai
hava to hai hi mukhalif mujhe Darata hai kya
hava se puchh ke koi diye jalata hai kya
'talab' baDi hi aziyyat ka kaam hota hai
bikharte TuTte rishton ka bojh Dhona bhi
havaa to hai hi mukhaalif mujhe Daraataa hai kyaa
havaa se puchh ke koi diye jalaataa hai kyaa
koi charaag jalaataa nahin saliqe se
magar sabhi ko shikaayat havaa se hoti hai
roz divaar mein chun detaa huun main apni anaa
roz vo toD ke divaar nikal aati hai
hamein har vaqt ye ehsaas daaman-gir rahtaa hai
paDe hain Dher saare kaam aur mohlat zaraa si hai
miri mushkil miri mushkil nahin hai
vasila teri aasaani kaa main huun
havaa se kah do ki kuchh der ko Thahar jaae
khajil hamaari ibaarat havaa se hoti hai
Ghazalग़ज़ल
dhuaan uDaate hue din ko raat karte hue
धुआँ उड़ाते हुए दिन को रात करते हुए
na shahr mein na kisi dasht-e-hu mein khaak hue
न शहर में न किसी दश्त-ए-हू में ख़ाक हुए
tamaasha rahguzar-dar-rahguzar afsos kaa hai
तमाशा रहगुज़र-दर-रहगुज़र अफ़सोस का है
qusur-vaar jo tum ho khataa hamaari bhi hai
क़ुसूर-वार जो तुम हो ख़ता हमारी भी है
jis ko dekho vahi paikaar mein uljhaa huaa hai
जिस को देखो वही पैकार में उलझा हुआ है
lagtaa hai pech-o-taab ke aage kuchh aur hai
लगता है पेच-ओ-ताब के आगे कुछ और है





