"main to tha maujud kitab ke lafzon men vo hi shayad mujh ko paDhna bhuul gaya"

Krishna Kumar Toor
Krishna Kumar Toor
Sherशेर
See all 20 →main to tha maujud kitab ke lafzon men
मैं तो था मौजूद किताब के लफ़्ज़ों में
main vahm huun ki haqiqat ye haal dekhne ko
मैं वहम हूँ कि हक़ीक़त ये हाल देखने को
safar na ho to ye lutf-e-safar hai be-ma.ani
सफ़र न हो तो ये लुत्फ़-ए-सफ़र है बे-मअ'नी
kab tak tu asman men chhup ke baiThega
कब तक तू आसमाँ में छुप के बैठेगा
un se kya rishta tha vo kya mere lagte the
उन से क्या रिश्ता था वो क्या मेरे लगते थे
us ko khona asl men us ko paana hai
उस को खोना अस्ल में उस को पाना है
Popular Sher & Shayari
40 total"main vahm huun ki haqiqat ye haal dekhne ko giraft hota huun apna visal dekhne ko"
"safar na ho to ye lutf-e-safar hai be-ma.ani badan na ho to bhala kya qaba men rakkha hai"
"kab tak tu asman men chhup ke baiThega maang raha huun main kab se dua bahar aa"
"un se kya rishta tha vo kya mere lagte the girne lage jab peD se patte to main roya bahut"
"us ko khona asl men us ko paana hai hasil ka hi partav hai la-hasil men"
us ko khonaa asl mein us ko paanaa hai
haasil kaa hi partav hai laa-haasil mein
bahut kahaa thaa ki tum akele na rah sakoge
bahut kahaa thaa ki ham ko yuun dar-ba-dar na karnaa
kab tak tu aasmaan mein chhup ke baiThegaa
maang rahaa huun main kab se duaa baahar aa
main to thaa maujud kitaab ke lafzon mein
vo hi shaayad mujh ko paDhnaa bhuul gayaa
main vahm huun ki haqiqat ye haal dekhne ko
giraft hotaa huun apnaa visaal dekhne ko
band paDe hain shahar ke saare darvaaze
ye kaisaa aaseb ab ghar ghar lagtaa hai
Ghazalग़ज़ल
ik e'timaad ajab saa yaqin pe rakhtaa huun
इक ए'तिमाद अजब सा यक़ीं पे रखता हूँ
ye dar ye taaq ye chaukhaT ye ghar malaal kaa hai
ये दर ये ताक़ ये चौखट ये घर मलाल का है
ek diyaa dahliz pe rakkhaa bhuul gayaa
एक दिया दहलीज़ पे रक्खा भूल गया
bahut kahaa thaa sukhan-varon mein guzar na karnaa
बहुत कहा था सुख़न-वरों में गुज़र न करना
bhalaa kahaan kise mumkin hai ye adaa har baar
भला कहाँ किसे मुमकिन है ये अदा हर बार
maujud jo thaa maa'dum samajh mein aayaa
मौजूद जो था मा'दूम समझ में आया





