dil ho gaya hai gham se tire daghdar khuub
phula hai kya hi josh se ye lala-zar khuub

Mah Laqa Chanda
Mah Laqa Chanda
Sherशेर
See all 14 →dil ho gaya hai gham se tire daghdar khuub
दिल हो गया है ग़म से तिरे दाग़दार ख़ूब
gul ke hone ki tavaqqo.a pe jiye baiThi hai
गुल के होने की तवक़्क़ो पे जिए बैठी है
kabhi sayyad ka khaTka hai kabhi khauf-e-khizan
कभी सय्याद का खटका है कभी ख़ौफ़-ए-ख़िज़ाँ
gar mire dil ko churaya nahin tu ne zalim
गर मिरे दिल को चुराया नहीं तू ने ज़ालिम
tiir o talvar se baDh kar hai tiri tirchhi nigah
तीर ओ तलवार से बढ़ कर है तिरी तिरछी निगह
ham jo shab ko na-gahan us shokh ke paale paDe
हम जो शब को ना-गहाँ उस शोख़ के पाले पड़े
Popular Sher & Shayari
28 totalgul ke hone ki tavaqqo.a pe jiye baiThi hai
har kali jaan ko muTThi men liye baiThi hai
kabhi sayyad ka khaTka hai kabhi khauf-e-khizan
bulbul ab jaan hatheli pe liye baiThi hai
gar mire dil ko churaya nahin tu ne zalim
khol de band hatheli ko dikha hathon ko
tiir o talvar se baDh kar hai tiri tirchhi nigah
saikDon ashiqon ka khuun kiye baiThi hai
ham jo shab ko na-gahan us shokh ke paale paDe
dil to jaata hi raha ab jaan ke laale paDe
tiir o talvaar se baDh kar hai tiri tirchhi nigah
saikDon aashiqon kaa khuun kiye baiThi hai
garche gul ki sej ho tis par bhi uD jaati hai niind
sar rakhun qadmon pe jab tere mujhe aati hai niind
ba-juz haq ke nahin hai ghair se hargiz tavaqqo kuchh
magar duniyaa ke logon mein mujhe hai pyaar se matlab
gul ke hone ki tavaqqoa pe jiye baiThi hai
har kali jaan ko muTThi mein liye baiThi hai
kabhi sayyaad kaa khaTkaa hai kabhi khauf-e-khizaan
bulbul ab jaan hatheli pe liye baiThi hai
sang-e-rah huun ek Thokar ke liye
tis pe vo daaman sambhaal aataa hai aaj
Ghazalग़ज़ल
garche gul ki sej ho tis par bhi uD jaati hai niind
गरचे गुल की सेज हो तिस पर भी उड़ जाती है नींद
aalam tiri nigah se hai sarshaar dekhnaa
आलम तिरी निगह से है सरशार देखना
na gul se hai gharaz tere na hai gulzaar se matlab
न गुल से है ग़रज़ तेरे न है गुलज़ार से मतलब
gul ke hone ki tavaqqo pe jiye baiThi hai
गुल के होने की तवक़्क़ो' पे जिए बैठी है
rahe nau-roz ishrat-aafrin josh-e-bahaar-afzaa
रहे नौ-रोज़ इशरत-आफ़रीं जोश-ए-बहार-अफ़्ज़ा
basant aai hai mauj-e-rang-e-gul hai josh-e-sahbaa hai
बसंत आई है मौज-ए-रंग-ए-गुल है जोश-ए-सहबा है





