vatan ko phunk rahe hain bahut se ahl-e-vatan
charagh ghar ke hain sargarm ghar jalane men

Mahtab Alam
Mahtab Alam
Sherशेर
See all 14 →vatan ko phunk rahe hain bahut se ahl-e-vatan
वतन को फूँक रहे हैं बहुत से अहल-ए-वतन
tum zamane ke ho hamare siva
तुम ज़माने के हो हमारे सिवा
us ko avaz do mohabbat se
उस को आवाज़ दो मोहब्बत से
ye san kar meri ninden uD ga.i hain
ये सन कर मेरी नींदें उड़ गई हैं
dil ko phir dard se abad kiya hai main ne
दिल को फिर दर्द से आबाद किया है मैं ने
dil bhi toDa to saliqe se na toDa tum ne
दिल भी तोड़ा तो सलीक़े से न तोड़ा तुम ने
Popular Sher & Shayari
28 totaltum zamane ke ho hamare siva
ham kisi ke nahin tumhare hain
us ko avaz do mohabbat se
us ke sab naam pyare pyare hain
ye san kar meri ninden uD ga.i hain
koi mera bhi sapna dekhta hai
dil ko phir dard se abad kiya hai main ne
muddaton baa'd tujhe yaad kiya hai main ne
dil bhi toDa to saliqe se na toDa tum ne
bevafa.i ke bhi adab hua karte hain
ye san kar meri nindein uD gai hain
koi meraa bhi sapnaa dekhtaa hai
naaqido tum to mire fan ki parakh rahne do
apne sone ko main pital nahin hone dungaa
ik safar phir mari taqdir huaa jaataa hai
raasta paanv ki zanjir huaa jaataa hai
zehn aise bhi na ban jaaein nisaabon vaale
guftugu mein bhi huun alfaaz kitaabon vaale
aansuon ke jahaan mein rahte hain
ham isi kahkashaan mein rahte hain
bane hain kitne chehre chaand suraj
ghazal ke istiaaraati ufuq par
Ghazalग़ज़ल
kyuun yaad ye sab qaht ke asbaab na aae
क्यूँ याद ये सब क़हत के अस्बाब न आए
ghazal kaa meri khaaka dekhtaa hai
ग़ज़ल का मेरी ख़ाका देखता है
dekhaa jo saaya shab mein ye samjhaa nigaah ne
देखा जो साया शब में ये समझा निगाह ने
phulon mein jhalak husn-e-rukh-e-yaar ki nikli
फूलों में झलक हुस्न-ए-रुख़-ए-यार की निकली
dar takhayyul ke muqaffal nahin hone detaa
दर तख़य्युल के मुक़फ़्फ़ल नहीं होने देता
marhabaa tum bhi zarurat se mile
मर्हबा तुम भी ज़रूरत से मिले





