Sher
ishq ki allah re fitna-kariyan
pak-daman chak-daman ho ga.e

Makhfi Lakhnavi
ishq ki allah re fitna-kariyan
इश्क़ की अल्लाह रे फ़ित्ना-कारियाँ
mira aana jahan men munhasir tha tiin baton par
मिरा आना जहाँ में मुनहसिर था तीन बातों पर
parda hai ik baqa ka raz-e-fana na puchho
पर्दा है इक बक़ा का राज़-ए-फ़ना न पूछो
jala ashiyan jab se dil mutma.in hai
जला आशियाँ जब से दिल मुतमइन है
vo chhupna tira parda-e-rang-o-bu men
वो छुपना तिरा पर्दा-ए-रंग-ओ-बू में
ishq ki fitrat ne yuun badla mazaq-e-zindagi
इश्क़ की फ़ितरत ने यूँ बदला मज़ाक़-ए-ज़िंदगी
ishq ki allah re fitna-kariyan
pak-daman chak-daman ho ga.e
mira aana jahan men munhasir tha tiin baton par
jafa sahna vafa karna aur us ke baad mar jaana
parda hai ik baqa ka raz-e-fana na puchho
mar kar bhi saath ham se chhuTa na zindagi ka
jala ashiyan jab se dil mutma.in hai
na bijli ka khatra na dhaDka khizan ka
vo chhupna tira parda-e-rang-o-bu men
vo har rang men mera pahchan jaana
ishq ki fitrat ne yuun badla mazaq-e-zindagi
jitne gham baDhne lage utni khushi hone lagi
ishq ki allaah re fitna-kaariyaan
paak-daaman chaak-daaman ho gae
miraa aanaa jahaan mein munhasir thaa tiin baaton par
jafaa sahnaa vafaa karnaa aur us ke baad mar jaanaa
parda hai ik baqaa kaa raaz-e-fanaa na puchho
mar kar bhi saath ham se chhuTaa na zindagi kaa
yuun manzar-e-hasti pe tiri chhaa gaiin aankhein
ik kaif saa har chiiz pe barsaa gaiin aankhein
yuun be-hijaab hain ki hain jaise hijaab mein
us bazm mein kisi ko majaal-e-nazar kahaan
ishq ki fitrat ne yuun badlaa mazaaq-e-zindagi
jitne gham baDhne lage utni khushi hone lagi