hamare saath bhi chalta hai rasta
hamare baa'd bhi rasta chalega

Manzoor Hashmi
Manzoor Hashmi
Sherशेर
See all 29 →hamare saath bhi chalta hai rasta
हमारे साथ भी चलता है रस्ता
yaqin ho to koi rasta nikalta hai
यक़ीन हो तो कोई रास्ता निकलता है
qubul kaise karun un ka faisla ki ye log
क़ुबूल कैसे करूँ उन का फ़ैसला कि ये लोग
suna hai sachchi ho niyat to raah khulti hai
सुना है सच्ची हो नीयत तो राह खुलती है
kabhi kabhi to kisi ajnabi ke milne par
कभी कभी तो किसी अजनबी के मिलने पर
ik zamana hai havaon ki taraf
इक ज़माना है हवाओं की तरफ़
Popular Sher & Shayari
58 totalyaqin ho to koi rasta nikalta hai
hava ki oT bhi le kar charagh jalta hai
qubul kaise karun un ka faisla ki ye log
mire khilaf hi mera bayan mangte hain
suna hai sachchi ho niyat to raah khulti hai
chalo safar na karen kam se kam irada karen
kabhi kabhi to kisi ajnabi ke milne par
bahut purana koi silsila nikalta hai
ik zamana hai havaon ki taraf
main charaghon ki taraf ho ja.un
yaqin ho to koi raasta nikaltaa hai
havaa ki oT bhi le kar charaagh jaltaa hai
tiis chaalis din to kaaT diye
aur kitne hain is mahine mein
qubul kaise karun un kaa faisla ki ye log
mire khilaaf hi meraa bayaan maangte hain
sunaa hai sachchi ho niyat to raah khulti hai
chalo safar na karein kam se kam iraada karein
kabhi kabhi to kisi ajnabi ke milne par
bahut puraanaa koi silsila nikaltaa hai
hadaf bhi mujh ko banaanaa hai aur mere harif
mujhi se tiir mujhi se kamaan maangte hain
Ghazalग़ज़ल
sulagtaa dasht bahut jis ke intizaar mein thaa
सुलगता दश्त बहुत जिस के इंतिज़ार में था
shauq jab jurat-e-izhaar se Dar jaaegaa
शौक़ जब जुरअत-ए-इज़हार से डर जाएगा
sar par thi kaDi dhuup bas itnaa hi nahin thaa
सर पर थी कड़ी धूप बस इतना ही नहीं था
fauj ki aakhiri saf ho jaaun
फ़ौज की आख़िरी सफ़ हो जाऊँ
badan ko zakhm karein khaak ko labaada karein
बदन को ज़ख़्म करें ख़ाक को लबादा करें
bas ek naqsh-e-khayaali saa rahguzaar mein thaa
बस एक नक़्श-ए-ख़याली सा रहगुज़ार में था





