"uThaya us ne biiDa qatl ka kuchh dil men Thana hai chabana paan ka bhi khuun bahane ka bahana hai"

Mardan Ali Khan Rana
Mardan Ali Khan Rana
Sherशेर
See all 48 →uThaya us ne biiDa qatl ka kuchh dil men Thana hai
उठाया उस ने बीड़ा क़त्ल का कुछ दिल में ठाना है
na puchho ham-safaro mujh se majra-e-vatan
न पूछो हम-सफ़रो मुझ से माजरा-ए-वतन
har dam dam-e-akhir hai ajal sar pe khaDi hai
हर दम दम-ए-आख़िर है अजल सर पे खड़ी है
le qaza ehsan tujh par kar chale
ले क़ज़ा एहसान तुझ पर कर चले
hua yaqin ki zamin par hai aaj chand-gahan
हुआ यक़ीं कि ज़मीं पर है आज चाँद-गहन
rah-e-ulfat men mulaqat hui kis kis se
राह-ए-उल्फ़त में मुलाक़ात हुई किस किस से
Popular Sher & Shayari
96 total"na puchho ham-safaro mujh se majra-e-vatan vatan hai mujh pe fida aur main fida-e-vatan"
"har dam dam-e-akhir hai ajal sar pe khaDi hai dam-bhar bhi ham is dam ka bharosa nahin karte"
"le qaza ehsan tujh par kar chale ham tire aane se pahle mar chale"
"hua yaqin ki zamin par hai aaj chand-gahan vo maah chehre pe jab Daal kar naqab aaya"
"rah-e-ulfat men mulaqat hui kis kis se dasht men qais mila koh men farhad mujhe"
rasm ulTi hai khub-ruyon ki
dost jis ke bano vo dushman hai
ki riyaa se na shaikh ne tauba
mar gayaa vo gunaahgaar afsos
tere aate hi dekh raahat-e-jaan
chain hai sabr hai qaraar hai aaj
jis ko dekho vo nuur kaa buqa
ye paristaan hai ki london hai
pyaar ki baatein kijiye saahab
lutf sohbat kaa guftugu se hai
diyaa vo jo na thaa vahm-o-gumaan mein
bhalaa main aur kyaa maangun khudaa se
Ghazalग़ज़ल
baashinde haqiqat mein hain ham mulk-e-baqaa ke
बाशिंदे हक़ीक़त में हैं हम मुल्क-ए-बक़ा के
kar diyaa zaar gham-e-ishq ne aisaa mujh ko
कर दिया ज़ार ग़म-ए-इश्क़ ने ऐसा मुझ को
tegh-e-nigah-e-dida-e-khun-khaar nikaali
तेग़-ए-निगह-ए-दीदा-ए-ख़ूँ-ख़ार निकाली
gai jo tifli to phir aalam-e-shabaab aayaa
गई जो तिफ़्ली तो फिर आलम-ए-शबाब आया
kar chukaa qaid se jis vaqt ki aazaad mujhe
कर चुका क़ैद से जिस वक़्त कि आज़ाद मुझे
gai fasl-e-bahaar gulshan se
गई फ़स्ल-ए-बहार गुलशन से





