mujh ko barbad khud hi hona tha
tum pe ilzam be-sabab aa.e

Marghoob Ali
Marghoob Ali
Sherशेर
See all 11 →mujh ko barbad khud hi hona tha
मुझ को बर्बाद ख़ुद ही होना था
bhigi miTTi ki mahak pyaas baDha deti hai
भीगी मिट्टी की महक प्यास बढ़ा देती है
sab mumkin tha pyaar mohabbat hanste chehre khvab-nagar
सब मुमकिन था प्यार मोहब्बत हँसते चेहरे ख़्वाब-नगर
haqiqi chehra kahin par hamen nahin milta
हक़ीक़ी चेहरा कहीं पर हमें नहीं मिलता
kursi mez kitaben? bistar anjane se takte hain
कुर्सी मेज़ किताबें? बिस्तर अनजाने से तकते हैं
aisa na ho ki taaza hava ajnabi lage
ऐसा न हो कि ताज़ा हवा अजनबी लगे
Popular Sher & Shayari
22 totalbhigi miTTi ki mahak pyaas baDha deti hai
dard barsat ki bundon men basa karta hai
sab mumkin tha pyaar mohabbat hanste chehre khvab-nagar
lekin ek ana ne kitne bhole din barbad kiye
haqiqi chehra kahin par hamen nahin milta
sabhi ne chehre pe Daale hain maslahat ke naqab
kursi mez kitaben? bistar anjane se takte hain
der se apne ghar jaa.en to sab kuchh yunhi lagta hai
aisa na ho ki taaza hava ajnabi lage
kamre ka ek-adh daricha khula bhi rakh
sab mumkin thaa pyaar mohabbat hanste chehre khvaab-nagar
lekin ek anaa ne kitne bhole din barbaad kiye
main us ko bhuul jaaun raat ye maangi duaa main ne
karun kyaa main agar meri duaa vaapas palaT aae
hamein to yaad bahut aayaa mausam-e-gul mein
vo surkh phuul saa chehra khilaa huaa ab ke
raat paDte hi har ik roz ubhar aati hai
kis ke rone ki sadaa zaat ke sannaaTe mein
bichhaD ke tujh se ajab haal ho gayaa meraa
tamaam shahr paraayaa dikhaai detaa hai
bhigi miTTi ki mahak pyaas baDhaa deti hai
dard barsaat ki bundon mein basaa kartaa hai
Ghazalग़ज़ल
jo jaan se hai aziiz use tu judaa bhi rakh
जो जाँ से है अज़ीज़ उसे तू जुदा भी रख
dhundle dhundle peD ugti shaam ki sargoshiyaan
धुँदले धुँदले पेड़ उगती शाम की सरगोशियाँ
kachche rang utar jaaein to sab kuchh yunhi lagtaa hai
कच्चे रंग उतर जाएँ तो सब कुछ यूँही लगता है
ham to gum ho gae haalaat ke sannaaTe mein
हम तो गुम हो गए हालात के सन्नाटे में
din guzar jaataa hai par raat se ji Dartaa hai
दिन गुज़र जाता है पर रात से जी डरता है
yaqin gum ho chukaa ham se gumaan mahfuz rakkhaa hai
यक़ीं गुम हो चुका हम से गुमाँ महफ़ूज़ रक्खा है





