tire badan ki mahak ko gulab se tashbih
ki jaise koi dikha.e charagh suraj ko

Maroof Raebarelvi
Maroof Raebarelvi
Sherशेर
See all 9 →tire badan ki mahak ko gulab se tashbih
तिरे बदन की महक को गुलाब से तश्बीह
yaqin manav ki urdu jo bol sakta hai
यक़ीन मानव कि उर्दू जो बोल सकता है
hamare munh pe uData hua vo dhuul gaya
हमारे मुँह पे उड़ाता हुआ वो धूल गया
asar duaon men hota hai kis qadar 'maruf'
असर दुआओं में होता है किस क़दर 'मारूफ़'
vaqt jab aaya to sab da.ave zabani nikle
वक़्त जब आया तो सब दा'वे ज़बानी निकले
aap aur kuchh ghalat kahin tauba
आप और कुछ ग़लत कहीं तौबा
Popular Sher & Shayari
18 totalyaqin manav ki urdu jo bol sakta hai
vo pattharon ka jigar bhi TaTol sakta hai
hamare munh pe uData hua vo dhuul gaya
hamin ne chalna sikhaya hamin ko bhuul gaya
asar duaon men hota hai kis qadar 'maruf'
bala.en dekhi hain ham ne saron se Talte hue
vaqt jab aaya to sab da.ave zabani nikle
yaar samjhe the jinhen dushman-e-jani nikle
aap aur kuchh ghalat kahin tauba
jo ye kah de gunahgar hai vo
hamaare munh pe uDaataa huaa vo dhuul gayaa
hamin ne chalnaa sikhaayaa hamin ko bhuul gayaa
main pur-umid rahaa maarka koi bhi rahaa
magar ye raat ki jis ki koi sahar hi nahin
tire badan ki mahak ko gulaab se tashbih
ki jaise koi dikhaae charaagh suraj ko
yaqin maanav ki urdu jo bol saktaa hai
vo pattharon kaa jigar bhi TaTol saktaa hai
asar duaaon mein hotaa hai kis qadar 'maaruf'
balaaein dekhi hain ham ne saron se Talte hue
vaqt jab aaya to sab daave zabaani nikle
yaar samjhe the jinhein dushman-e-jaani nikle
Ghazalग़ज़ल
na kar hargiz na kar ye guftugu achchhaa nahin lagtaa
न कर हरगिज़ न कर ये गुफ़्तुगू अच्छा नहीं लगता
phir us ke siine mein dil hi nahin jigar hi nahin
फिर उस के सीने में दिल ही नहीं जिगर ही नहीं
koi ham se chhin na paataa ye daulat aasaani se
कोई हम से छीन न पाता ये दौलत आसानी से
khumaar mein kabhi girte kabhi sanbhalte hue
ख़ुमार में कभी गिरते कभी सँभलते हुए
kisi tahrir mein tum kyon nahin ho
किसी तहरीर में तुम क्यों नहीं हो
hansi aati hai kahtaa thaa ki aisaa ho nahin saktaa
हँसी आती है कहता था कि ऐसा हो नहीं सकता





