"khuda ke vaste is ko na Toko yahi ik shahr men qatil raha hai"

Mazhar Mirza Jaan
Mazhar Mirza Jaan
Sherशेर
See all 8 →khuda ke vaste is ko na Toko
ख़ुदा के वास्ते इस को न टोको
ye hasrat rah ga.i kya kya maze se zindagi karte
ये हसरत रह गई क्या क्या मज़े से ज़िंदगी करते
rusva agar na karna tha aalam men yuun mujhe
रुस्वा अगर न करना था आलम में यूँ मुझे
ye dil kab ishq ke qabil raha hai
ये दिल कब इश्क़ के क़ाबिल रहा है
jo tu ne ki so dushman bhi nahin dushman se karta hai
जो तू ने की सो दुश्मन भी नहीं दुश्मन से करता है
itni fursat de ki rukhsat ho len ai sayyad ham
इतनी फ़ुर्सत दे कि रुख़्सत हो लें ऐ सय्याद हम
Popular Sher & Shayari
16 total"ye hasrat rah ga.i kya kya maze se zindagi karte agar hota chaman apna gul apna baghban apna"
"rusva agar na karna tha aalam men yuun mujhe aisi nigah-e-naz se dekha tha kyuun mujhe"
"ye dil kab ishq ke qabil raha hai kahan is ko dimagh o dil raha hai"
"jo tu ne ki so dushman bhi nahin dushman se karta hai ghalat tha jante the tujh ko jo ham mehrban apna"
"itni fursat de ki rukhsat ho len ai sayyad ham muddaton is baagh ke saaye men the azad ham"
ye hasrat rah gai kyaa kyaa maze se zindagi karte
agar hotaa chaman apnaa gul apnaa baaghbaan apnaa
jo tu ne ki so dushman bhi nahin dushman se kartaa hai
ghalat thaa jaante the tujh ko jo ham mehrbaan apnaa
khudaa ke vaaste is ko na Toko
yahi ik shahr mein qaatil rahaa hai
us gul ko bhejnaa hai mujhe khat sabaa ke haath
is vaaste lagaa huun chaman ki havaa ke haath
rusvaa agar na karnaa thaa aalam mein yuun mujhe
aisi nigaah-e-naaz se dekhaa thaa kyuun mujhe
ye dil kab ishq ke qaabil rahaa hai
kahaan is ko dimaagh o dil rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
na tu milne ke ab qaabil rahaa hai
न तू मिलने के अब क़ाबिल रहा है
chali ab gul ke haathon se luTaa kar kaarvaan apnaa
चली अब गुल के हाथों से लुटा कर कारवाँ अपना
tajalli gar tiri past o buland un ko na dikhlaati
तजल्ली गर तिरी पस्त ओ बुलंद उन को न दिखलाती
us gul ko bhejnaa hai mujhe khat sabaa ke haath
उस गुल को भेजना है मुझे ख़त सबा के हाथ
ham ne ki hai tauba aur dhumein machaati hai bahaar
हम ने की है तौबा और धूमें मचाती है बहार





