ashiq ko dekhte hain dupaTTe ko taan kar
dete hain ham ko sharbat-e-didar chhan kar

Meer Anees
Meer Anees
Sherशेर
See all 14 →ashiq ko dekhte hain dupaTTe ko taan kar
आशिक़ को देखते हैं दुपट्टे को तान कर
siva.e khaak ke baaqi asar nishan se na the
सिवाए ख़ाक के बाक़ी असर निशाँ से न थे
khaak se hai khaak ko ulfat taDapta huun 'anis'
ख़ाक से है ख़ाक को उल्फ़त तड़पता हूँ 'अनीस'
karim jo tujhe dena hai be-talab de de
करीम जो तुझे देना है बे-तलब दे दे
tamam umr jo ki ham se be-rukhi sab ne
तमाम उम्र जो की हम से बे-रुख़ी सब ने
ashk-e-gham dida-e-pur-nam se sambhale na ga.e
अश्क-ए-ग़म दीदा-ए-पुर-नम से सँभाले न गए
Popular Sher & Shayari
28 totalsiva.e khaak ke baaqi asar nishan se na the
zamin se dab ga.e dabte jo asman se na the
khaak se hai khaak ko ulfat taDapta huun 'anis'
karbala ke vaste main karbala mere liye
karim jo tujhe dena hai be-talab de de
faqir huun pa nahin adat-e-saval mujhe
tamam umr jo ki ham se be-rukhi sab ne
kafan men ham bhi azizon se munh chhupa ke chale
ashk-e-gham dida-e-pur-nam se sambhale na ga.e
ye vo bachche hain jo maan baap se paale na ga.e
khaak se hai khaak ko ulfat taDaptaa huun 'anis'
karbalaa ke vaaste main karbalaa mere liye
'anis' dam kaa bharosaa nahin Thahar jaao
charaagh le ke kahaan saamne havaa ke chale
aashiq ko dekhte hain dupaTTe ko taan kar
dete hain ham ko sharbat-e-didaar chhaan kar
tamaam umr jo ki ham se be-rukhi sab ne
kafan mein ham bhi azizon se munh chhupaa ke chale
'anis' aasaan nahin aabaad karnaa ghar mohabbat kaa
ye un kaa kaam hai jo zindagi barbaad karte hain
sivaae khaak ke baaqi asar nishaan se na the
zamin se dab gae dabte jo aasmaan se na the
Ghazalग़ज़ल
miraa raaz-e-dil aashkaaraa nahin
मिरा राज़-ए-दिल आश्कारा नहीं
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
इशारे क्या निगह-ए-नाज़-ए-दिलरुबा के चले
khud naved-e-zindagi laai qazaa mere liye
ख़ुद नवेद-ए-ज़िंदगी लाई क़ज़ा मेरे लिए
shahid-e-ishq hue qais naamvar ki tarah
शहीद-ए-इश्क़ हुए क़ैस नामवर की तरह
ibtidaa se ham zaiif o naa-tavaan paidaa hue
इब्तिदा से हम ज़ईफ़ ओ ना-तवाँ पैदा हुए
sadaa hai fikr-e-taraqqi buland-binon ko
सदा है फ़िक्र-ए-तरक़्क़ी बुलंद-बीनों को





