galiyan diin us ne be-ginti hamen
ham ne bose bhi to gin gin ke liye
Meer Mohammad Sultan Aaqil
Meer Mohammad Sultan Aaqil
Sherशेर
galiyan diin us ne be-ginti hamen
गालियाँ दीं उस ने बे-गिनती हमें
ilahi tu bhi pyara but bhi pyara phir sunun kis ki
इलाही तू भी प्यारा बुत भी प्यारा फिर सुनूँ किस की
shab-e-visal men he he vo un ka sharma kar
शब-ए-विसाल में हे हे वो उन का शर्मा कर
phiki hai teri nasihat saath mere ghul macha
फीकी है तेरी नसीहत साथ मेरे ग़ुल मचा
asal men jalva ye kis ka hai tu hi kah vaa.iz
असल में जल्वा ये किस का है तू ही कह वाइ'ज़
pechidgi-e-tab.a ki ye saaf hai dalil
पेचीदगी-ए-तब्अ की ये साफ़ है दलील
Popular Sher & Shayari
12 totalilahi tu bhi pyara but bhi pyara phir sunun kis ki
idhar kuchh shaikh kahta hai aur us janib barahman bhi
shab-e-visal men he he vo un ka sharma kar
dabi zaban se kahna ki aarzu kya hai
phiki hai teri nasihat saath mere ghul macha
shor se naseh namak aa ja.ega taqrir men
asal men jalva ye kis ka hai tu hi kah vaa.iz
tera rab aur sahi mera sanam aur sahi
pechidgi-e-tab.a ki ye saaf hai dalil
ma.ani ulajh ke rah ga.e un ke kalam men
shab-e-visaal mein he he vo un kaa sharmaa kar
dabi zabaan se kahnaa ki aarzu kyaa hai
phiki hai teri nasihat saath mere ghul machaa
shor se naaseh namak aa jaaegaa taqrir mein
gaaliyaan diin us ne be-ginti hamein
ham ne bose bhi to gin gin ke liye
ilaahi tu bhi pyaaraa but bhi pyaaraa phir sunun kis ki
idhar kuchh shaikh kahtaa hai aur us jaanib barahman bhi
asal mein jalva ye kis kaa hai tu hi kah vaaiz
teraa rab aur sahi meraa sanam aur sahi
pechidgi-e-taba ki ye saaf hai dalil
maani ulajh ke rah gae un ke kalaam mein
Ghazalग़ज़ल
yuun nahin chain to ghaflat kaa sitam aur sahi
यूँ नहीं चैन तो ग़फ़लत का सितम और सही
idhar to ham jaan kho rahe hain udhar vo ulfat se ro rahe hain
इधर तो हम जान खो रहे हैं उधर वो उल्फ़त से रो रहे हैं
na zinda na murda na duniyaa na diin kaa
न ज़िंदा न मुर्दा न दुनिया न दीं का
vaaiz ke paas jaaeinge ham mai piye hue
वाइज़ के पास जाएँगे हम मय पिए हुए





