"masarraton ke bahut as-pas bhi na rahe khuda ka shukr magar ham udaas bhi na rahe"

Moid Rahbar Lakhnavi
Moid Rahbar Lakhnavi
Sherशेर
See all 34 →masarraton ke bahut as-pas bhi na rahe
मसर्रतों के बहुत आस-पास भी न रहे
anjam-e-hijr kya hai ye tum khud hi dekh lo
अंजाम-ए-हिज्र क्या है ये तुम ख़ुद ही देख लो
ye duniya hai yahan kuchh bhi ho lekin
ये दुनिया है यहाँ कुछ भी हो लेकिन
halat ham se shahr ke yuun puchhte hain log
हालात हम से शहर के यूँ पूछते हैं लोग
allah ne bakhshi hai mujhe aisi basirat
अल्लाह ने बख़्शी है मुझे ऐसी बसीरत
zer-e-asar nahin hai kisi rahnuma ke ham
ज़ेर-ए-असर नहीं है किसी रहनुमा के हम
Popular Sher & Shayari
68 total"anjam-e-hijr kya hai ye tum khud hi dekh lo ham intizar-e-yar men patthar ke ho ga.e"
"ye duniya hai yahan kuchh bhi ho lekin vahan sharmindagi hone na paa.e"
"halat ham se shahr ke yuun puchhte hain log jaise ham aadmi nahin akhbar ho ga.e"
"allah ne bakhshi hai mujhe aisi basirat dariya bhi hua jaata hai qatra mire aage"
"zer-e-asar nahin hai kisi rahnuma ke ham malik isi liye hain khud apni raza ke ham"
jab saamne nazar ke ho ik husn-e-be-panaah
aise mein khud ko hosh mein rakhnaa kamaal hai
zer-e-asar nahin hai kisi rahnumaa ke ham
maalik isi liye hain khud apni razaa ke ham
zindagi tu mujhe kis moD pe le aai hai
kyaa koi aur bhi guzraa hai idhar se pahle
raho ghar mein ziyaada to safar aavaaz detaa hai
safar mein jab nikal jaao to ghar aavaaz detaa hai
dil hi TuuTaa ho kuchh ajab to nahin
ashk aankhon mein be-sabab to nahin
anjaam-e-hijr kyaa hai ye tum khud hi dekh lo
ham intizaar-e-yaar mein patthar ke ho gae
Ghazalग़ज़ल
junun-e-ishq jise sar-phiraa banaa degaa
जुनून-ए-इश्क़ जिसे सर-फिरा बना देगा
apne maazi ko charaaghon mein basar ham ne kiyaa
अपने माज़ी को चराग़ों में बसर हम ने किया
ramz-e-hayaat aalam-e-faani mein kho gayaa
रम्ज़-ए-हयात आलम-ए-फ़ानी में खो गया
dasht-e-takhayyulaat mein jab bhi safar huaa
दश्त-ए-तख़य्युलात में जब भी सफ़र हुआ
jo tamaam umr ban kar miraa hausla rahi hai
जो तमाम उम्र बन कर मिरा हौसला रही है
ai ghazal teri nazar jab se utaari ham ne
ऐ ग़ज़ल तेरी नज़र जब से उतारी हम ने





