"mukhtasar ye hai hamari dastan-e-zindagi ik sukun-e-dil ki khatir umr bhar taDpa kiye"

Moin Ahsan Jazbi
Moin Ahsan Jazbi
Sherशेर
See all 30 →mukhtasar ye hai hamari dastan-e-zindagi
मुख़्तसर ये है हमारी दास्तान-ए-ज़िंदगी
jab tujh ko tamanna meri thi tab mujh ko tamanna teri thi
जब तुझ को तमन्ना मेरी थी तब मुझ को तमन्ना तेरी थी
jab mohabbat ka naam sunta huun
जब मोहब्बत का नाम सुनता हूँ
jo aag laga.i thi tum ne us ko to bujhaya ashkon ne
जो आग लगाई थी तुम ने उस को तो बुझाया अश्कों ने
us ne is tarah mohabbat ki nigahen Dalin
उस ने इस तरह मोहब्बत की निगाहें डालीं
jab kashti sabit-o-salim thi sahil ki tamanna kis ko thi
जब कश्ती साबित-ओ-सालिम थी साहिल की तमन्ना किस को थी
Popular Sher & Shayari
60 total"jab tujh ko tamanna meri thi tab mujh ko tamanna teri thi ab tujh ko tamanna ghair ki hai to teri tamanna kaun kare"
"jab mohabbat ka naam sunta huun haa.e kitna malal hota hai"
"jo aag laga.i thi tum ne us ko to bujhaya ashkon ne jo ashkon ne bhaDka.i hai us aag ko ThanDa kaun kare"
"us ne is tarah mohabbat ki nigahen Dalin ham se duniya ka koi raaz chhupaya na gaya"
"jab kashti sabit-o-salim thi sahil ki tamanna kis ko thi ab aisi shikasta kashti par sahil ki tamanna kaun kare"
tu aur gham-e-ulfat 'jazbi' mujh ko to yaqin aae na kabhi
jis qalb pe TuuTe hon patthar us qalb mein nashtar TuuT gae
na aae maut khudaayaa tabaah-haali mein
ye naam hogaa gham-e-rozgaar sah na sakaa
muskuraa kar Daal di rukh par naqaab
mil gayaa jo kuchh ki milnaa thaa javaab
jab tujh ko tamannaa meri thi tab mujh ko tamannaa teri thi
ab tujh ko tamannaa ghair ki hai to teri tamannaa kaun kare
jab kabhi kisi gul par ik zaraa nikhaar aayaa
kam-nigaah ye samjhe mausam-e-bahaar aayaa
us ne is tarah mohabbat ki nigaahein Daalin
ham se duniyaa kaa koi raaz chhupaayaa na gayaa
Ghazalग़ज़ल
shikva zabaan se na kabhi aashnaa huaa
शिकवा ज़बान से न कभी आश्ना हुआ
is but ke har fareb pe qurbaan se rahe
इस बुत के हर फ़रेब पे क़ुर्बान से रहे
dil sard ho to vaa lab-e-guftaar kyaa karein
दिल सर्द हो तो वा लब-ए-गुफ़्तार क्या करें
sharik-e-mahfil-e-daar-o-rasan kuchh aur bhi hain
शरीक-ए-महफ़िल-ए-दार-ओ-रसन कुछ और भी हैं
ai ghairat-e-gham aankh miri nam to nahin hai
ऐ ग़ैरत-ए-ग़म आँख मिरी नम तो नहीं है
jab kabhi kisi gul par ik zaraa nikhaar aayaa
जब कभी किसी गुल पर इक ज़रा निखार आया





