Sher
ilaaj ki nahin hajat dil-o-jigar ke liye
bas ik nazar tiri kaafi hai umr-bhar ke liye

Munawwr Badayuni
ilaaj ki nahin hajat dil-o-jigar ke liye
इलाज की नहीं हाजत दिल-ओ-जिगर के लिए
jo dil ko de ga.i ik dard umr-bhar ke liye
जो दिल को दे गई इक दर्द उम्र-भर के लिए
pichhe muD muD kar na dekho ai 'munavar' baDh chalo
पीछे मुड़ मुड़ कर न देखो ऐ 'मुनव्वर' बढ़ चलो
ab kunj-e-lahad men huun mayassar nahin aansu
अब कुंज-ए-लहद में हूँ मयस्सर नहीं आँसू
nazar aati hain su-e-asman kabhi bijliyan kabhi andhiyan
नज़र आती हैं सू-ए-आसमाँ कभी बिजलियाँ कभी आँधियाँ
'munavar' main ne jab dil par nazar ki
'मुनव्वर' मैं ने जब दिल पर नज़र की
ilaaj ki nahin hajat dil-o-jigar ke liye
bas ik nazar tiri kaafi hai umr-bhar ke liye
jo dil ko de ga.i ik dard umr-bhar ke liye
taDap raha huun abhi tak main us nazar ke liye
pichhe muD muD kar na dekho ai 'munavar' baDh chalo
shahr men ahbab to kam hain sage bhaa.i bahut
ab kunj-e-lahad men huun mayassar nahin aansu
aaya hai shab-e-hijr ka rona mire aage
nazar aati hain su-e-asman kabhi bijliyan kabhi andhiyan
kahin jal na jaa.e ye ashiyan kahin uD na jaa.en ye chaar par
'munavar' main ne jab dil par nazar ki
munavvar ik charagh-e-tur dekha
nazar aati hain su-e-asmaan kabhi bijliyaan kabhi aandhiyaan
kahin jal na jaae ye aashiyaan kahin uD na jaaein ye chaar par
ilaaj ki nahin haajat dil-o-jigar ke liye
bas ik nazar tiri kaafi hai umr-bhar ke liye
jo dil ko de gai ik dard umr-bhar ke liye
taDap rahaa huun abhi tak main us nazar ke liye
pichhe muD muD kar na dekho ai 'munavaar' baDh chalo
shahr mein ahbaab to kam hain sage bhaai bahut
ab kunj-e-lahad mein huun mayassar nahin aansu
aayaa hai shab-e-hijr kaa ronaa mire aage
'munavaar' main ne jab dil par nazar ki
munavvar ik charaagh-e-tur dekhaa